Raaton Ke Banjaare

Woh zindagi badhi khubsurat si thi
Nah kabhi, gir kar roya
Nah dil, woh waqt mein sehma
Sabki, zindagi haseen thi

Naa kabhi aaya wapas
Zindagi jo thi rehmat
Naa kabhi aaya wapas
Dhundne ko mujhe

Raaton ke banjaare
Saanso se kyu haare
Raaton ke banjaare
Toote se hai taare

Lo chala mein waha
Jaha koyi nah gaya
Dhundne woh jahaan
Jaaha ho jau laapata

Nah kabhi aaya wapas
Lautkar ish jageh par
Nah kisi ne ki kosish
Dhundne ki mujhe

Raaton ke banjaare
Sapno se kyu haare
Raaton ke banjaare
Toote se hai taare

Ab toh jeena mein chahu
Par mein jee nah pau
Bhatke se hai yeh raahe
Beetein lamho ko mein

Ab toh jeena mein chahu
Par mein jee nah pau
Bhatke se hai yeh raahe
Beetein lamho ko mein chahu

Raaton ke banjaare
Saanso se kyu haare
Raaton ke banjaare
Toote se hai taare
Raaton ke banjaare
Sapno se kyu haare
Raaton ke banjaare
Toote se hai taare

Wohh ohh Wohh ohh
Raaton ke banjaare
Wohh ohh Wohh ohh
Raaton ke banjaare
Wohh ohh Wohh ohh
Raaton ke banjaare
Wohh ohh
Toote se hai taare



Credits
Writer(s): Zahir Hussain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link