Khayal

Maafi aaj me vo saksh nahi
Jo maharm laga de tumhare jakhm par
Ha tumhara shak sahi
Me aaj khud me ulja hu
Goom or sun sa me koi dusra hu
Us shaksh ko mene aaj peeche chordia
Jo kadra karta tha tumhari
Vo mod peeche chor dia
Kora kagaaz siyaahi aasu si bheege panno me shabdh
Teri aawaz bhi ek jaadu thi
Bekaabu si ye dharkan ye me jaanu nahi ki
Dil bas tere naam Ka reh gya
Saase kabse gaayab thi
Vo gali vo kasba vo yaad
Vo kisse sunana vo chota taalaab
Vo pyaar karana vo taare gina ke
Vo vaado ka tutna jese ye tute hai taare
Khuli khitaabe khaali they panne
Kahani jhooti kaha hai apne
Sapno geet they alag (Na vo)
Geeto ke bol they waqt (Ha vo)
Samay se pare ye rishta tha
Kehne Ka matlab ye ki na janma ye rishta tha
Bas ek hissa tha mera chota sa teri jameen pe
Haal hi me vo bhi mujhse cheena tha
Mujhe rehena tha tere bin ab

Jhunta jhunta tutta tuttaa sa
Sikhaya hume wo jo hua na tha
Aag lagi nahi thi tere dil me
Toh kis tarah utha ye dhua sa tha
Or jo hua hi tha jo wo baate wo raat bher
Nind udana subhaa bhi teri meri yaado me
baato me sanso me teri wo baato ki dhun dil mera sun
Dhadkane chal rahi sanse kaha hai
Tu meri sunti wo raate kaha hai
Ye jismo ke sodde ko kehte hai pyaar
Tere or mere bich jism hi kaha hai
Kab Kari baate shareero ki
Kyu niyat bani fir ameero si
Tu bhuli mujhe jese bhula subha ka
Aana to wo bhi hai ek din
Lekin sabro ki nagri me sabra hi kaha
Bacha rukta nahi koi kisike bin
Chal tu taare gin dhai akshar nahi ye hai sadde teen
Baimani kar bethe the lekhak bhi saare prem
Puja batake li saree chin
Aashique awara kyu raahi bechara
Aashiqui dokha me kyu khata ja raha
Kyu ruk ke me dekha tha tune pukara
Me tha behta sa ja raha me samay ko pyara
Rishte adhure me nibhata jara
Tu hi musibat tu hi sahara
Ban besahara me chahta kinara
Aandhi se ladta na jaanu kaha jara
Apno hi apno ko ghot-te tabhi
Me apno ko apna hi karna nahi chah raha tha



Credits
Writer(s): Lakshay Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link