Vayada

Hai tera vayada mujhko Prabhu Ji
Kabhi na chodega
Swarg aur dharti mitt jayegi
Vachan na badlega
Hai tera vayada mujhko Prabhu Ji
Kabhi na chodega
Swarg aur dharti mitt jayegi
Vachan na badlega

Jab karta smaran vayade ko tere
Aasha se hoon bhara
Vishwas se tere vyadon mei chalkar
Kabhi na darunga
Jab karta smaran vayade ko tere
Aasha se hoon bhara
Vishwas se tere vyadon mei chalkar
Kabhi na darunga

Thaame rahoonga
Thaame rahoonga-aah
Thaame rahoonga, tera vachan
Thaame rahoonga–aah

Hai tera vayada premi Prabhu Ji
Phir se tu aiyega
Milenge tujh se badalon pe hum
Rahenge saath sada (ohh-oh)
Hai tera vayada premi Prabhu Ji
Phir se tu aiyega
Milenge tujh se badalon pe hum
Rahenge saath sada

Thaame rahoonga
Thaame rahoonga
Thaame rahoonga, tera vachan
Thaame rahoonga–aah

Tera vachan kabhi na talega
Tera vachan kabhi na badalega (ohh-oh)
Tera vachan kabhi na harega
Yeh chilakar mein gaoon
Tera vachan kabhi na talega
Tera vachan kabhi na badalega (sacche Prabhu)
Tera vachan kabhi na harega
Yeh chilakar mein gaoon

(Thaame rahoonga)
Thaame rahoonga–aah
Thaame rahoonga, tera vachan
Thaame rahoonga–aah
Thaame rahoonga, tera vachan
Thaame rahoonga

Sirff teraa
Vachan



Credits
Writer(s): Anish Cherian, Robin G Raju
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link