sab sahi

(Haan)
I'm gonna light it up
Chai chahiye puri mili mujhe aadhi cup
Jo bhi sochu saala mile mujhe sab kam
Bohot kiya wait intezar karna khatam

(Haan)
Hai jana bete bohot dur
Bina mehnat ke jo paaye lage not cool
Agar ye second chance then I can't loose
Choodu shabd bina soche now I let loose

Roz aankhien dukhau abhi bas kya
Waqt barbaad saal baad samjha
Lage dar jo pahad dikhe chad ja
Summit karu good vibes bolu fuck yeah

Nazar kamjor to shades daale sab sahi
Dikhe dur aur ye sir jhuke ab nahi
Kaali raato se faasla hai ab kai
Log puche mera haal bolu sab sahi

Jyada log in the room I'm leaving
Lit karu roll then alone I'm chilling
Meeting in the ceiling, meri feeling kari dealing
Aadhi kheli abhi inning, in the next I'm killing
(Pew pew)

Nishana dekhte hi aankh meri tham gayi
Feke the paase aur ye baazi palat gayi
Ninde gawai aur ye raate saari dhal gayi
Koi bhi soche mere bare ab fuck nahi

Khuli nigahein, sold out show wala sapna
Rafi, kishore thoda cole wala nagma
Kaafi pehchaan lekin naam mujhe karna
Badi chadan par aaj mujhe dar na

Awaaz hai slow aur ye ride karu flow
Gonna click imma pose
Thoda shine jyada glow
Can't make it any worse
U-turn from the low
Likhe verse maine do
Clock ticking gotta go

(Gotta go)



Credits
Writer(s): Aditya Thakur
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link