Tham Jata (feat. Rohan Pathak, Evan Jacobson, Sarthak Raikwar, Ishan Bhand, Vatan Dhuria, Bhawani Malviya & Hansraj Shankushal) [Shatarchi Hundet Remix]

Ye main nahi samajhta
Ke kal kya hoga
Aur fir bas yahin kahin tham jata
Ke kaise kya hota
Jo tu nahi rukta
Aur din bas yahin kahin tham jata

Hua nahi kabhi hi ye
Jo in dino chal raha
Hua nahi kabhi bhi ye
Jo in dino chal raha
Kal thi chuhon ki race
Ab sheher banjara

Ye main nahi samajhta
Ke kal kya hoga
Aur main bas yahin kahin tham jata
Ke kaise kya hota
Jo suraj nahi hota
Koi ghanta farak nahi padhta

Hua nahi kabhi bhi ye
Jo in dino chal raha
Hua nahi kabhi bhi ye
Jo in dino chal raha
Lagi hai chuhon ki race
Par bana main awaara



Credits
Writer(s): Pratyush Upadhyay
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link