Mere Shiv (feat. Drakal & Prod.Pwn)
Jatatavigalajjala pravahapavitasthale
Galeavalambya lambitam bhujangatungamalikam
Damad damad damaddama ninadavadamarvayam
Chakara chandtandavam tanotu nah shivah shivam
Purav paschim uttar dakshin
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Har ek kan mein jeen maran mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Tan aur man mein is jeevan mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Jal aur pawan mein dharti gagan mein
Shiv hai samayaaaa ooo
Mere shiv
Teri jata se behti ganga
Mera bhola mast malanga
Mera bhola hai tripurari
Mera bhola sabse changa
Yeh duniya hai berangi
Tu rangon ka bahaara
Mrityu tere dar pe
Mere jeene ka sahara
Mera sambhu mera darpan hai
Tere rehte na archan hai
Jeevan tere naam
Mera sabkuch tujhpe arpan hai
Bheje tune do chehre
Dono ke rang bhatere hain
Kailash pe barf ghani
Aur tere wahan pe dere hain
Hai dhuaan dhuaan jahan bhang ghuti
Tere chelon ke dhere hain
Piye bhang hua neelkanth
Mahadev Jeete sunehre hain
Sar pe ganga
Hath mein damru
Gale mein naag
Pairon mein ghungroo
Sankat mein bhole ko simrun
Chali chilam bol
Jai shiv sambhu
Purav paschim uttar dakshin
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Har ek kan mein jeen maran mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Tan aur man mein is jeevan mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Jal aur pawan mein dharti gagan mein
Shiv hai samayaaaa ooo
Mere shiv
Duniya hai matlab ki
Yahan koi bna kisi ka
Paise ki hai dosti
Mein ho gaya hun dukhi saa
Baba mere thak chuka
Mujhe yahan pe kyun bheja
Jahan pe tu rehta hai
Mujhko wahin lejaa
Mujhe bada banna na
Na aana hai akhbaron mein
Lakhon mein chamakna na
Mein khush hun hazaaron mein
Hai guzarish chhoti si ki jis din meri maut ho
Hothon pe tera naam aur chamkun
Sitaaron meiiiinnnn
Shiv
Mere shiv
Ooo mere shiv
Shivaaaaa
Shiv
Mere shiv
Ooo mere shiv
Sambhuuu
Purav paschim uttar dakshin
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Har ek kan mein jeen maran mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Tan aur man mein is jeevan mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Jal aur pawan mein dharti gagan mein
Shiv hai samayaaaa ooo
Mere shiv
Galeavalambya lambitam bhujangatungamalikam
Damad damad damaddama ninadavadamarvayam
Chakara chandtandavam tanotu nah shivah shivam
Purav paschim uttar dakshin
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Har ek kan mein jeen maran mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Tan aur man mein is jeevan mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Jal aur pawan mein dharti gagan mein
Shiv hai samayaaaa ooo
Mere shiv
Teri jata se behti ganga
Mera bhola mast malanga
Mera bhola hai tripurari
Mera bhola sabse changa
Yeh duniya hai berangi
Tu rangon ka bahaara
Mrityu tere dar pe
Mere jeene ka sahara
Mera sambhu mera darpan hai
Tere rehte na archan hai
Jeevan tere naam
Mera sabkuch tujhpe arpan hai
Bheje tune do chehre
Dono ke rang bhatere hain
Kailash pe barf ghani
Aur tere wahan pe dere hain
Hai dhuaan dhuaan jahan bhang ghuti
Tere chelon ke dhere hain
Piye bhang hua neelkanth
Mahadev Jeete sunehre hain
Sar pe ganga
Hath mein damru
Gale mein naag
Pairon mein ghungroo
Sankat mein bhole ko simrun
Chali chilam bol
Jai shiv sambhu
Purav paschim uttar dakshin
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Har ek kan mein jeen maran mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Tan aur man mein is jeevan mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Jal aur pawan mein dharti gagan mein
Shiv hai samayaaaa ooo
Mere shiv
Duniya hai matlab ki
Yahan koi bna kisi ka
Paise ki hai dosti
Mein ho gaya hun dukhi saa
Baba mere thak chuka
Mujhe yahan pe kyun bheja
Jahan pe tu rehta hai
Mujhko wahin lejaa
Mujhe bada banna na
Na aana hai akhbaron mein
Lakhon mein chamakna na
Mein khush hun hazaaron mein
Hai guzarish chhoti si ki jis din meri maut ho
Hothon pe tera naam aur chamkun
Sitaaron meiiiinnnn
Shiv
Mere shiv
Ooo mere shiv
Shivaaaaa
Shiv
Mere shiv
Ooo mere shiv
Sambhuuu
Purav paschim uttar dakshin
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Har ek kan mein jeen maran mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Tan aur man mein is jeevan mein
Shiv hai samaya
Shiv hai samaya
Jal aur pawan mein dharti gagan mein
Shiv hai samayaaaa ooo
Mere shiv
Credits
Writer(s): Rahul Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.