After Life (feat. Sshiv)
Maan ke lie thoda sabar leke agaye
Jhuki jhuki si wo nazar leke agaye
Achanak se hi uthne lagi cheekhein
Mere marne ki khabar leke agaye
Kafan dal gaya sare yaron ke
Dil mai dirdon ka bazan badgaya
Mai to yahi hu kahi gaya ni
Rote hue sabko dekha gaya ni
Aaj achanak se khichi diwar
Aaj achanak se likhi kitaab
Aaj achanak se gana to chahta hu
Par mere gale mai nahi awaaz
Padne lage sab dawan ki namaz
Kehne lage khuda kardena muaf
Jannat mai aala mukaam dila
Budhe pita ko araam dila
Yaron ne kandhe pe rakha kafan
Rasta wo bilkul asaan ni tha
Sadme mai ammi behosh padi
Behno ko bilkul yakeen nahi
Kehti hai bhai mera abhi to yahi tha
Abhi bhi hoga wo yahi kahi
Khadi darwaze pe hati nahi
Mar gaya jisam par rooh thi wahi
Kaise rahe hum bata tere bin
Rate katti ni rote sara din
Milta waqt agar kehta maan se mai
Jaa raha hu mai rona bilkul nai
Yaha aya jo wo jana uska tay hai
Kirae ki hai dunya
Jiwan bas ek shah hai
Tune kamaya jo wo yahi pe rah jayga
Lekin yeh waqt bete laut ke na ayga
Islie bharle tu jitni bhi bachi hai sanse
Aur sah le tu sare hi gam
Han yaha pata ni chalta
Kab khulti hai ankhe
Aur kab ho jate hai khatam
Han yahan lag jate saaton janam
Fir bhi na milta hai saccha sanam
Bas yahan ghumein bhatakti hui rooh
Bade se bade ho jate bhasam
Woah diya hai ghar ka tu jalta hi ja
Jo bhi mumkin nahi
Wahi kake dikha
Han niklegi kisi din teri bhi jaan
Khada hoga tu bhi yaha meri tarah
Bata fir kahe yeh bhed bhav
Lad lia baap se tu mila nahi ek saal
Kaafi ladkiyan karein teri dekhbhal
Kari partiyan bana raha mezbaan
Jab ayi maut laga jaise aya bhoot
Nashe choot gaye par isse na paya choot
Laga darr laga darr laga bahut jyada
Pata laga ab tak ka tha jiwan jhoot
Jis waqt tere marne ki khabar ayi
Koi aya nahi bas teri mother ayi
Mangi bheek usne khuda se dua mangi
Par sach mai wo kuch bhi na badal payi
Jhuki jhuki si wo nazar leke agaye
Achanak se hi uthne lagi cheekhein
Mere marne ki khabar leke agaye
Kafan dal gaya sare yaron ke
Dil mai dirdon ka bazan badgaya
Mai to yahi hu kahi gaya ni
Rote hue sabko dekha gaya ni
Aaj achanak se khichi diwar
Aaj achanak se likhi kitaab
Aaj achanak se gana to chahta hu
Par mere gale mai nahi awaaz
Padne lage sab dawan ki namaz
Kehne lage khuda kardena muaf
Jannat mai aala mukaam dila
Budhe pita ko araam dila
Yaron ne kandhe pe rakha kafan
Rasta wo bilkul asaan ni tha
Sadme mai ammi behosh padi
Behno ko bilkul yakeen nahi
Kehti hai bhai mera abhi to yahi tha
Abhi bhi hoga wo yahi kahi
Khadi darwaze pe hati nahi
Mar gaya jisam par rooh thi wahi
Kaise rahe hum bata tere bin
Rate katti ni rote sara din
Milta waqt agar kehta maan se mai
Jaa raha hu mai rona bilkul nai
Yaha aya jo wo jana uska tay hai
Kirae ki hai dunya
Jiwan bas ek shah hai
Tune kamaya jo wo yahi pe rah jayga
Lekin yeh waqt bete laut ke na ayga
Islie bharle tu jitni bhi bachi hai sanse
Aur sah le tu sare hi gam
Han yaha pata ni chalta
Kab khulti hai ankhe
Aur kab ho jate hai khatam
Han yahan lag jate saaton janam
Fir bhi na milta hai saccha sanam
Bas yahan ghumein bhatakti hui rooh
Bade se bade ho jate bhasam
Woah diya hai ghar ka tu jalta hi ja
Jo bhi mumkin nahi
Wahi kake dikha
Han niklegi kisi din teri bhi jaan
Khada hoga tu bhi yaha meri tarah
Bata fir kahe yeh bhed bhav
Lad lia baap se tu mila nahi ek saal
Kaafi ladkiyan karein teri dekhbhal
Kari partiyan bana raha mezbaan
Jab ayi maut laga jaise aya bhoot
Nashe choot gaye par isse na paya choot
Laga darr laga darr laga bahut jyada
Pata laga ab tak ka tha jiwan jhoot
Jis waqt tere marne ki khabar ayi
Koi aya nahi bas teri mother ayi
Mangi bheek usne khuda se dua mangi
Par sach mai wo kuch bhi na badal payi
Credits
Writer(s): Thabis Saifi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.