MAIN BHI TERA

Tere zulfon se ghira he aasman mera janeman
Aankhen band
Karke geet sun raha hu jane kab
Se bahon me pade he baatein kum ho gayi pata nahi
Chala
Ho gaye tere jaane kab

Hale gum hale gum
Mit gaya he mera
Jbse bandha mene sehra
Tere ishq ka janeman
Pure hum pure hum
Ho gaye he jbse kuch mila nahi
Tha tabse ab kya karenge hum
Puri zindagi padi h
Dhul me bhul se
Bhul gaye the naam kya
Ye zindagi ka karwan
Jb tum dikhe to rab laga
Janane me waqt laga
Pyar me mera bhi luck laga

Dil pe unke dhhak laga
Kandhe pe fir sir rakha
Geet chal rahe rafee ke
Or kehti hell dum laga

Sukoon me zaha
Fuka aasman
Tare zameen pr kuch
Pata chala na chand ka
Ha ha uske to kandhe pr tha sir mera
Chand wo he meri
To talash kyu he daag ka

Scene kya he aaj ka
Reshmi si roshini me
Chal padenge hath la
Aankh lal hogai ye ladka
Na bacha he kaam ya kach ka

Nind ke par lag chuke asma pe udd chala
Ghatao ne bhi kuch kaha
Pasand mera look naya
Tune mujhe aap me badal diya

Aapki kasam
Ashiko se ashiqui ki baat kr rahe the hum
Chehro pe unke aasu the pr gumm nahi
Bajuo me dum nahi
Humne bhi keh diya ki ashiko me hum nahi

Tum mere tum mere
Me bhi tera
Tum mere tum mere
Me bhi tera

Tum mere tum mere
Me bhi tera
Tum mere tum mere
Me bhi tera

Tum mere tum mere
Me bhi tera
Tum mere tum mere
Me bhi tera

Tum mere tum mere
Me bhi tera
Tum mere tum mere
Me bhi tera

Iss bar karde aitbaar hum par
Iss kadar ishq ho chuka
Chada bukhar sir pr
Bas kr had kardi keh raha zamana
Pr zamana chal raha h jaan mere dum par

Ahhh

Nazm tar nazm tar
De yaar ki khabar
Tere bahoon se
Guzarta mere sanson ka safar
Mashware me masla kya
Mehfilo me asla nah
Dag - maga ke ban gaya he tera yaar
Mustaqil

Aaj fir aaj fir
Intajam raat ka
Aaj fir aaj fir
Imtehan he jam ka
Malkin tum bane
Meri jaan ka
Behtareen befikar
Se ho gaye inam la

Kya kare sawal ka
Tu la- jawab
Isse badkr he jawab kya
Ishq ka selab he ye
Nauka mere hath ka

Hum bewafa se le wafa
Wafa pr mashroof
Mashhoor hoga tu bhi
Mere naam la
Ye karwan chalega
Be intiha
Intezam kr liya bana diya he ashiya
Ye surkhiyo ka silsila
Tum mile to mil gaya
Diljalo ke dil jale
Zamaana kehta behaya

Rakh luga sulake apne sine se lagage
Tum mile to sab khafa he tum mile to falsafa he
Ab to aasu me maza mere bazu me khuda he
Tere zulfon ke sirhane sajda bepanah de

Sochata me tere bare
Kafa mere irade
Ki kya karega aage
Ye ladka dega gaane
To jhumte nazare
Tu jhum le bechare
Aa fasla mitake

Tum mere tum mere
Me bhi tera
Tum mere tum mere
Me bhi tera

Tum mere tum mere
Me bhi tera
Tum mere tum mere
Me bhi tera

Tum mere tum mere
Me bhi tera
Tum mere tum mere
Me bhi tera

Tum mere tum mere
Me bhi tera
Tum mere tum mere



Credits
Writer(s): Sohail Ansari
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link