Bechara

Bechara main haan sahi
Kyun na raha jaye kahin
Kyun tanha main ho gaya
Tera asar yeh ho gaya

Ab na sahi kyun main jane
Ab kya kare
Ab kya kahe
Khoya main itna tum mein hoon
Tere bin sahi tere bin kahin
Khoya main itna tum me hoon

Jane kyun main tanha hogya hoon
Haan tujhme hi bas kho gaya hoon
Jane kyun main tanha hogya hoon
Haan tujhme hi bas kho gaya hoon
Khwab ho mere jitne bhi bas tujhse hi woh judte ho
Dil main basaya har ek pal
Jis lamhe main bas tum meri ho

Bechara main haan sahi
Ab na raha jaye kahin
Kyun tanha tu ho gayi
Mera asar kya ho gaya



Credits
Writer(s): Shashank Shekhar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link