Dobara Hasa

Hua tujhe jo bhi tha kya pata
Fasa akela ya do tarfa
Dum liya cheen mai juta na saka
Agey ka haal abh tu hee bata
Chal dun mai raaste apne alag
Agar mai vo baaten bhula na saka
Wafa ki ye baaten tu firse na kar
Aakhon me dekh dobara bata
Dobara bata

Kaha tha ki kamiyon ko faand
Ke chal kaheen saath
Chodhe saare peeche rakhe sadiyon
Se gum mere pass jo
Rakhi padhi baate jo mai darta tha
Karne se aaj vo
Man ke vo tere sune log jinhe teri zubaan

Dekh ke dobara hasa
Maaf kardena mai daba na saka
Has ke mai talun jo bata na saka
Seekha maine tujhse tha hasna
Bahana mai bana na saka
Mai dobara hasa
Maaf kardena mujhe aana saka
Aakhen tarasti dikha na saka
Kamzor ye dil mai mana na saka
Mai dobara hasa, mai do

Tu purana nasha
Samajh na paun kya bura ya bhala
Galat lagge tu kya bala ya dawa
Saade bara baje tujhe aati kyun yaad
Meri raaton ki neenden
Kyun karne kharab deta tujhe
Jaise sapna bura tu naqab
Hata ke dikha kya bachi
Hai zara si wafa
Ya chupa ke rakhi hai
Kaheen aur tune kahan

Kaha tha ki kamiyon ko
Faand ke chal kahi saath
Chodhe saare peeche rakhe
Sadiyo se gum mere pass jo
Rakhi padhi baate jo mai
Darta tha karne se aaj vo
Man ke vo tere sune log jine teri zubaan
Dekh ke dobara hasa
Maaf kardena mai daba na saka
Has ke mai talun jo bata na saka
Seekha maine tujhse se tha hasna
Bahana mai bana na saka
Mai dobara hasa
Maaf kardena mujhe aana saka
Aakhen tarasti dikha na saka
Kamzor ye dil mai mana na saka
Mai dobara hasa, mai do
Mai do
Mai do



Credits
Writer(s): Daksh Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link