Tere Liye
Kis ke liye itna roye
Kis ke liye na hi soye
Kis ke liye dil tadape
Kis ke liye hain bechain hum
Hain bechain hum
Tere liye haan tere liye ooo
Sirf tere liye
Tere liye haan tere liye ooo
Sirf tere hi liye
Kyon hum pe hain ye gham
Kyon hum rahein dard bhare
Kyon hum hain bhatke huye
Kyon hum huye badkismat
Tere liye hmm tere liye ooo
Sirf tere liye
Tere liye haan tere liye ooo
Sirf tere hi liye
Haan hum ne chaha tujhe
Ye galati hai hamari
Magar tune hi toh ki thi
Aankhon se mulaqaat mujhse pehli baari
Haan hum ne rab mana tujhe
Ye galati hai hamari
Magar tune hi toh di thi
Saari khushiyan mujhe
Haan hum ne dil mein rakha tujhe
Ye galati hai hamari
Magar tune hi toh di thi
Dastak dil pe hamare
Haan hum ne izhaar kiya tujhse
Ye galati hai hamari
Magar tune bhi toh oksaya tha mujhe
Lekin ab nahin hai tu paas mere
Haan ab nahein hai tu saath mere
Lekin ab nahein hai tujhe qadar meri
Haan ab nahein hai tujhe fikar meri
Magar kis ke liye
Aankhein roti hain zaar zaar hoke
Magar kis ke liye
Aankhein kahin baar baar dekhein
Magar kis ke liye ik pyaas si hai
In roti hoi aankhon mein
Magar kis ke liye
Dil tadpta hai mera beshumar hoke
Magar kis ke liye
Itna roya hi ja raha hai ye dil
Magar kis ke liye
Jee raha hoon main barbaad hoke
Magar kis ke liye
Sew raha hoon tere diye zakham zalim hoke
Tere liye haan tere liye ooo
Tere liye
Tere liye haan tere liye ooo
Sif Tere hi liye
Kis ke liye na hi soye
Kis ke liye dil tadape
Kis ke liye hain bechain hum
Hain bechain hum
Tere liye haan tere liye ooo
Sirf tere liye
Tere liye haan tere liye ooo
Sirf tere hi liye
Kyon hum pe hain ye gham
Kyon hum rahein dard bhare
Kyon hum hain bhatke huye
Kyon hum huye badkismat
Tere liye hmm tere liye ooo
Sirf tere liye
Tere liye haan tere liye ooo
Sirf tere hi liye
Haan hum ne chaha tujhe
Ye galati hai hamari
Magar tune hi toh ki thi
Aankhon se mulaqaat mujhse pehli baari
Haan hum ne rab mana tujhe
Ye galati hai hamari
Magar tune hi toh di thi
Saari khushiyan mujhe
Haan hum ne dil mein rakha tujhe
Ye galati hai hamari
Magar tune hi toh di thi
Dastak dil pe hamare
Haan hum ne izhaar kiya tujhse
Ye galati hai hamari
Magar tune bhi toh oksaya tha mujhe
Lekin ab nahin hai tu paas mere
Haan ab nahein hai tu saath mere
Lekin ab nahein hai tujhe qadar meri
Haan ab nahein hai tujhe fikar meri
Magar kis ke liye
Aankhein roti hain zaar zaar hoke
Magar kis ke liye
Aankhein kahin baar baar dekhein
Magar kis ke liye ik pyaas si hai
In roti hoi aankhon mein
Magar kis ke liye
Dil tadpta hai mera beshumar hoke
Magar kis ke liye
Itna roya hi ja raha hai ye dil
Magar kis ke liye
Jee raha hoon main barbaad hoke
Magar kis ke liye
Sew raha hoon tere diye zakham zalim hoke
Tere liye haan tere liye ooo
Tere liye
Tere liye haan tere liye ooo
Sif Tere hi liye
Credits
Writer(s): Jaipal Pandya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.