Khad Ja

Khad ja ni mutiyare kinna Tadpaengi gussa tu meto fir bhi Vopos aaengi
Khad ja ni mutiyare kinna Tadpaengi gussa tu meto fir bhi Vopos aaengi

Likha maine tere liye nagme
Tere siva mera koi nahi jag me
Sitara jaise chamke tu sabme
Pitara laati khushi ke tu bharke
Bitana tha ye sare hasi lamhein
Jatana chahta tha me tujhe Haqse
Rawana kiya logo ko alag se
Zamana rakha niche tu falak pe
Ha mana maine kabhi nahi
Rab me
Par kiya maine tere liye sajde
Tu hi basi mere rag rag mein
Log puche itne gaane kyu hai Gum ke
Kaise bataye tujko kaise ye kahe
Tere diwane hain hum tere hi Sage

Khad ja ni mutiyare kinna Tadpaengi gussa tu meto fir bhi Vopos aaengi
Khad ja ni mutiyare kinna Tadpaengi gussa tu meto fir bhi Vopos aaengi

Badan pe panje
Magan mein latt me
Machalte haste nakalchi bandar
Vo kehti mujhko jab me karta Nakal uske surat ki
Kehti mujhko le chal paschim Ya purab bhi
Aaja abhi dekhna koi muhrat Nahi
Lambi doori chahiye uber nahi
Tu hain to kisi ki zarurat nahi
Shaamein guzare kitne
Tere bagair raatein ruhani
Lagti jab thi kareeb
Tenu me lejawanga duniya to Dhoor tere naal hai khushiya Meri tu hi mera noor

Khad ja ni mutiyare kinna Tadpaengi gussa tu meto fir bhi Vopos aaengi
Khad ja ni mutiyare kinna Tadpaengi gussa tu meto fir bhi Vopos aaengi

Tere liye badla me dekh
Diya tune jeene ki vajah par Tujhpe hi Marta me dekh
Jee bhar ke milke bhi bharta na Pet sapna tha apna bhatkna Anek jage pe maze se tere Nashe me hawe me hum hote Gul
Patang si baatein man ja
Ulajti kyu yaado mein
Sath rahe sada jaise ye chamkile Gardish ke taare
Pyar dular se diya gulab
Pyar hai mithi khuraak
Churakar ke dilko na cchode
Suraag
Tenu me lejawanga duniya to Dhoor tere naal hai khushiya Meri tu hi mera noor

Khad ja ni mutiyare kinna Tadpaengi gussa tu meto fir bhi Vopos aaengi
Khad ja ni mutiyare kinna Tadpaengi gussa tu meto fir bhi Vopos aaengi



Credits
Writer(s): Aman Dube
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link