Bekhabar
Roz dekhta tujhe apni khidki se
Baal thi sukhati tu roz dhoop mein
Sochta yahi tum koi ho pari
Mere pyaar ki kahani sunani thi tumhein
Bekhabar hi tumse
Baatein kuchh ankahee reh gayi
Milogi mujhse ekdin
Ajnabi tum kyu reh gayi
Door dekho woh kitni hai khadi
Paas aake bhi voh door hi rahi
Got a special gift for you tha valentines day
Ignore karke boli mera peechha chhod de
Khabar na thi tujhe thi yeh dil ki lagi
Kyu udaya dhool mein jaise ho dil lagi
Inkaar tumne o bekhabar
Mujhe hai kara na jaane kab se
Ishq itna tha mujhe
Khoya maine khud ko khud hi se
Raha na gaya ab mujhse
Likha yeh gana ussi ke liye
Bhej hi diya phir usse
Darta raha jo raaz dil ke khule
Khidki se dekha maine toh
Aakhein uski nam thi meri liye
Firse voh mili mujhko agle din
Bataya maine usko na rahunga tere bin
Thodi voh sharmayi dekhte hi ek nazar
Lagta hai yeh tha kal ki baaton ka asar
Jana jo tumhe tha bekhabar
Dil me tere pyaar tha mere liye
Paas dekho voh kitne hai mere
Door jaake bhi qareeb hai mere
Paas dekho voh kitne hai mere
Door jaake bhi qareeb hai mere
Baal thi sukhati tu roz dhoop mein
Sochta yahi tum koi ho pari
Mere pyaar ki kahani sunani thi tumhein
Bekhabar hi tumse
Baatein kuchh ankahee reh gayi
Milogi mujhse ekdin
Ajnabi tum kyu reh gayi
Door dekho woh kitni hai khadi
Paas aake bhi voh door hi rahi
Got a special gift for you tha valentines day
Ignore karke boli mera peechha chhod de
Khabar na thi tujhe thi yeh dil ki lagi
Kyu udaya dhool mein jaise ho dil lagi
Inkaar tumne o bekhabar
Mujhe hai kara na jaane kab se
Ishq itna tha mujhe
Khoya maine khud ko khud hi se
Raha na gaya ab mujhse
Likha yeh gana ussi ke liye
Bhej hi diya phir usse
Darta raha jo raaz dil ke khule
Khidki se dekha maine toh
Aakhein uski nam thi meri liye
Firse voh mili mujhko agle din
Bataya maine usko na rahunga tere bin
Thodi voh sharmayi dekhte hi ek nazar
Lagta hai yeh tha kal ki baaton ka asar
Jana jo tumhe tha bekhabar
Dil me tere pyaar tha mere liye
Paas dekho voh kitne hai mere
Door jaake bhi qareeb hai mere
Paas dekho voh kitne hai mere
Door jaake bhi qareeb hai mere
Credits
Writer(s): Aayush Srivastava
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.