Khayali Pulaav
Kaise dekhe Maine bas tere khwaab
Pure nahi hue jab mili thi tu saath
Kyuki kuch alag the tere Jazbaat
Kaise bigade haan mere haalat
Inn haalaton main
Fasa hu mai
Hona chahun mai rukhsat
Fir bhi hai fursat jab tu puche
Kahaan hu mai
Khona chahata mai teri hi baahon main
Par vo khushi nahi mili
Jab fir se baatein hone lagi
Alag si hai teri zindagi
Dekha maine meri koi jagah nahi
Mere aage flash hui reality
Kabhi dekhe tu ek dafa
Tere liye mai kitna thaka
Parr the mere fir bhi udd na saka
Mera jo raasta aisa ruka
Jeb mai paise nahi
Soch maine takiye pe raat mai
Nahi ab koi mere hi saath mai
Kar loon ab khud ko hi pyaar mai
Mere laiye pura sansaar hai
Zindagi ye beshumar hai
Nahi tera Khayal
Nahi tera Khwaab
Nahi tera Zikr
Nahi tera Sawaal
Bas gaane mere Aur mere guitar
Bas gaane mere aur mera guitar
Pure nahi hue jab mili thi tu saath
Kyuki kuch alag the tere Jazbaat
Kaise bigade haan mere haalat
Inn haalaton main
Fasa hu mai
Hona chahun mai rukhsat
Fir bhi hai fursat jab tu puche
Kahaan hu mai
Khona chahata mai teri hi baahon main
Par vo khushi nahi mili
Jab fir se baatein hone lagi
Alag si hai teri zindagi
Dekha maine meri koi jagah nahi
Mere aage flash hui reality
Kabhi dekhe tu ek dafa
Tere liye mai kitna thaka
Parr the mere fir bhi udd na saka
Mera jo raasta aisa ruka
Jeb mai paise nahi
Soch maine takiye pe raat mai
Nahi ab koi mere hi saath mai
Kar loon ab khud ko hi pyaar mai
Mere laiye pura sansaar hai
Zindagi ye beshumar hai
Nahi tera Khayal
Nahi tera Khwaab
Nahi tera Zikr
Nahi tera Sawaal
Bas gaane mere Aur mere guitar
Bas gaane mere aur mera guitar
Credits
Writer(s): Yash Jain
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.