Jab Saiyaan

Jab sayyan aaye shaam ko to lagaa gae chaand mere naam ko

Sar pe rakh ke naach phiri main har jalte hue ilzaam ko

Diwaar-o-dar, choukhat-vokhat ban gae hain saba saheli
Ye kuch pooche, vo kuch pooche, kithne jawab doon main akeli?

Hazaaron kaam mil gae hain yoon baithe-bithaae is naakaam ko
Jab sayyan aaye shaam ko to lagaa gae chaand mere naam ko

Khud ko dekhne tak kee bhee fursat mujko nahin miltee
Unke ishq ke noor ke aage shammaa nahin jalati

Lakhon naaz lagaa gae hain phir gurur ke is badnaam ko
Jab sayyan aaye shaam ko to lagaa gae chaand mere naam ko
Sar pe rakh ke naach phiri main har jalte hue ilzaam ko

Credits
Writer(s): A M Turaz, Sanjay Leela Bhansali
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link