Humsafar

Dil mera banta jaaye baawara main kya karoon
Tujhko hi dekhe masti mein jhoome ise main kya kahoon
Dil ki khushi mein teri kamee hain dil hai ye keh rahaa bas
Tu mil jaaye toh ban jaaye apna yeh aashiya

Tu hi hai, saason mein, khwaabon mein, khayaalon mein
Raaton mein, baaton mein, apni har mulaqaton mein
Inn mulaqaton mein mujhe mil gaya
Tu mere humsafar
Main tera humsafar
Oh mere humsafar
Main tera humsafar

Aankhein meri karein jo baatein
Inko tu padh le zara
Kahaaniya kuch ankahee si
Dil yeh keh raha

Khwaabon ki galiyon mein aake, kabhi tu mil zara
Nikal ke khayalon se mere, baahon mein samaa zara

Tu hi hai, raahon mein, baahon mein, panaahon mein
Neendon mein, sapno mein, sapnon ki un galiyon mein
Galiyon mein gaate gungunaate mila
Tu mere humsafar
Main tera humsafar
Oh mere humsafar
Main tera humsafar



Credits
Writer(s): Anil Deshpande
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link