Zinda

Khabon ke parinde sare
Tujhtak jaa rahe hain yun
Tum jo zindagi mein aye
Jeene ham lage hain kyun
Khabon ke parinde sare
Tujhtak jaa rahe hain yun
Bikhra sa tere bahon mein savar jaun

Khabon ke parinde sare
Tujhtak jaa rahe hain yun
Tum jo zindagi mein aye jeene ham lage hain

Mere chahat hai tu
Meri madhoshi hai
Tu tan rab di bakshi
Hoye khushi hai
Mera sajda hai tu
Meri bandagi hai
Tu is dil ki aadat
Tu tan aashique hai

Ki main hun zinda zinda hun main
Ab tere hi liye
Ki main hun zinda zinda hun main
Ab tere hi liye
Ki main hun zinda zinda hun main ab tere hi liye

Mere dilbar tera Ishq toh
Itna rakhta hai dum
Sare doonia se ladkar bhi toh
Jeet jayein hum
Din bhar tera ye mukhda bus is seene pe rahe
Rab se dua hai itne ki tu yun hi khush rahe

Kyun na samjhe hai tu
Mera pyaar hai ye
Dildaar main tera, इश्क-ए-इजहार hai ye
Dushwaar nahi ab, tere bin ek pal bhi
Izhaar hai mera rahun tere sang hi

Ki main hun zinda zinda hun main
Ab tere hi liye
Ki main hun zinda zinda hun main
Ab tere hi liye
की मैं हूं जिंदा जिंदा हूं मैं अब तेरे ही लिए
की मैं हूं जिंदा जिंदा हूं मैं अब तेरे ही लिए



Credits
Writer(s): Prakhar Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link