Dead Inside
Khata ki baatein mai krta, aur khafa hi hojate kayi ye log
Bojh mai lgta tha inke hi kandho pe aur baal ye nochte mere ye roz
Soch na badli h aaj bhi inki bs hoto pr bhai ke bol
Bol ye hyper se lge h kyu jb raaz anek chupaye h log
Karte ye saari jo baatein wo kaano me pdi h ab wo gaano me bolunga
Taano ko bolu, tarano se bolunga sbse hi keh dunga
Rolunga kehke mai halka sa holunga raato ko solunga
Chain ki neend me dekhunga sapne
Phir mai sapno me kho lunga
Sapno se pare ye duniya na bhaati na chahti ye mujhko bulati
ye paas mere ye mujhko chabati hai maas si re
na saans mile bs kaanch mile
na khaas mile choote h ab paas ni re
Pr fanste ye jo faansle h ye kaatein ab pair me faans se h
Jazbaton ke aage mai hara hu
roz ki tarah mai hara mai hara hu
roz ki subh,
har shaam me ye ek jaam ki trh
Khwabon ko khota hu roz
ek baap ki trh anath sa baccha
na sar pe chatt h
(Hook)
Kaise kahu, Jo daba h andar wo kaise kahu
Kaise sahu, ye saari baatein mai sehta rahun
Khud se ladu ya teri hi baatein bs karta hun
Jo mai karun kyon phir bhi mai teri suna karun
Rone lgu to khud pr hi aakr mai hasa karun,
Aisa karun to yaad un pal ko kiya karun
Aahein bharun to saanso ko apni gina karun
Baatein likhu to dead inside hi likha karun
Jam si baatein to nashe ke aadi hum,
Mehfil me zikar to kyu hi fir jaate hum
Zikar ki fikar abhi stati h wrna to isme kamaal the jaani hum
Jaan hi kehkar wo krte h baatein
Ab jaan hi lenge kyu krte ho baatein
Ab jaankar humse churate nigahein
Jaan se zyada hum tumko the chahte
Rutbe ke maare ye tehre bechaare
Baap ka paisa aur khud ko bigade
Dekhu mai roz inke tamashe ye nashe pr roz hi laakho udade
Bna hu aaj mai khud ko gavake
Mazak h gaana to dekhu gavake
Tu lele maze mast hawa ke
Mai udu gagan me pair jamake

Credits
Writer(s): Chirag Goyal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.