Tu Kaha?

Gum toh mera hai
Tune dekha hai
Khaali galiyon mai
Ye dil thehera hai

Jahaan main na tu hai
Saanson main
Baaton main hai
Tu mile ya na mile
Main hoon yahin

In aansuon main
Khushiya doobi hai
Teri zindagi main
Naya koi hai
Ye kyu hua hai
Kaisi saza hai
In khwahishon ki
Tu hi wajah hai

Jahaan main na tu hai
Saanson main
Baaton main hai

Laut aa ab toh maan ja
Tera main hi hoon ye kehe de
Kaun hai itna zaroori hai
Kaisi majboori hain ye bata

Jahaan main na tu hai
Saanson main
Baaton main hai
Tu mile ya na mile
Main hoon yahin



Credits
Writer(s): Govind Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link