suno

Din bhar na hi sahi
Pal bhar tu hai yahi
Kyun na hum baant le
Kuch gham aur kuch hasi

Kehti baatein bematlab ki, mein sunoo
Bematlab ke saare mein khwaab bunoo
Jhumoo aawaara ban ke bas tere liye
Kya tumne yeh sun liya?

Suno
Mein shaayar hoon aur tu hai wajah
Suno
Mein paani hoon aur tu aasamaa
Suno
Mein ghaayal hoon aur tu hai dawaa
Suno
Kya tumne sun liya?

Din bhar tu hai yahin
Bas thodi si kami
Kyun na hum jaan le
Pal mein kyun hai khami

Karti baatein bematlab ki, mein hasu
Bematlab lafzon se mein panne bharu
Jhumoo deewana ban ke bas tere liye
Kya tumne sun liya?

Suno
Koi na dooja teri jagaah
Suno
Mein tera hun, mein hun bas tera
Suno
Kya poori ho gayi hai sazaa
Suno
Kya tumne sun liya?

Suno

Suno

Suno

Kya tumne sun liya?



Credits
Writer(s): Aseem Anand Kurhekar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link