Na Manzoor

Uss Waqt Ka Bhi Alag Noor Tha
Nindiya Gavana Bhi Manzoor Tha
Dono Gulabi Si Chaadar Taley
Tera Muskurana Bahut Khoob Tha

Jaane Kyu Maane Na Mera Kaha
Mera Dil Bechara Ye Majboor Tha
Bhaley Hi Mai Jaanu Hai Kya Raasta
Tera Voh Sheher Par Bahut Dur Tha

Jab Se Gaya Tu Vahan Hai
Aayi Na Koi Khabar
Dhoondhu Kahan Mai Voh Baatein
Nahi Bas Mein Dil Yeh Mera

Na Manzoor Yeh Dooriyan
Dooriyan
Na Manzoor Yeh Dooriyan
Dooriyan Dooriyan
Na Manzoor Yeh Dooriyan

Dil Ke Koono Mein Chhupaye
Mann Ko Bhi Na Batlaye
Tere Sang Jo Bitaye
Lamhey Koi Voh Chhu Na Paye

Inko Yaadon Mein Basaye
Chal Diye Aankhein Jhukaye

Ab Hai Naya Tu
Naya Mai
Na Hai Vohi Rahguzar

Bas Mein Na Manzil
Na Raahein
Naya Ab Safar Hai Mera

Na Manzoor Yeh Dooriyan
Dooriyan
Na Manzoor Yeh Dooriyan
Dooriyan Dooriyan
Na Manzoor Yeh Dooriyan



Credits
Writer(s): Samarth Swarup
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link