Imposter
Mae jab tujh se mila toh
Sochta tha
Tu kitni
Maasoom si hogi
Par teray israar
Pe kiya iqraar
Jo toh meri Qismat Phooti
Hai zara afsos
Phir bhe mai khush hoon
Kay tere jhoot yeh khul gaye
Aur jaane kitne thay
Jo meri tarha
Teri raah mein rul gaye
Gyaaraa Maheeno mein
Shaklein Teeno yeh teri
Dekh chuka tha
Sahe waqt ka intezaar
Par meri jaan
Mein bus kar raha tha
Kehti thi mujh ko kay
Tere bin jee sakoon gi
Mein to kabhi naa
Phir moo chupa kay
Tu ho gayi yun faraar
Buzdil haseena
Jaisay kay tere liye
Mein insaan nahen tha
Bus tha khilona
Tujhay murh k dekhoon dobaara
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Mein kitne arsay say
Teri baaton mein
Aata jaata raha tha
Bholi si soorat say teri
Dhoka mein yun hee khaata raha tha
Har din naye thay fareb
Saray jo tu nay
Mujh ko diye hain
Aur aik mein tha jo tere
Jaisi se bhe nibhaata raha tha
Kehti thi hai dosti
Kisi se nahin
Mein hoon sirf teri
Par chup kay milti rahi
Kisi aur say ye ghalti thi meri
Kay yaqeen khud say bhe barh kay
Tujh pay kiya
Sunay jhoot teray
Tujhay phir se doon aik mauqa
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Kyun teray dil mein aaye
Zara bhe naa dar
Kay tera haal kya hoga
Oopar jaa kar
Jo tu nay kheyl kar chora
Hai dil mera
Toh meri bala say tu
MARR
Aisay chakkar
Chalaaye chun kar
Kay tu nay hadd kar ke
Rakh hee daali
Hasta hoon khud par kay
Teray jaisi ko saunp di maine saali
Yeh Jawaani
Dil ki kahaani
Tujh ko sunaanay
Kay thay iraaday
Par saal ek hee mein
Saamnay aagaye
Teray jhootay waaday
Kehti thi teray ilaawa
Lagta nahin
Kahin dil yeh mera
Par pyaar khud say hee tha
Tu khudgarz thi
Mein kuch naa tha tera
Teray jaisi das aayi thein
Aur aayein gi das
Mujhay naa kami hai
Tujh pay karoon waqt zaaya
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Saari Batein woh
Saaray Waaday woh
Teray Jhootay thay
Tu hai Makkar
Saari Batein woh
Saaray Waaday woh
Teray Jhootay thay
Tu hai Makkar
Saari Batein woh
Saaray Waaday woh
Teray Jhootay thay
Tu hai Makkar
Saari Batein woh
Saaray Waaday woh
Teray Jhootay thay
Tu hai Makkar
Is Qaabil Hee Nahin Hai Tu
Sochta tha
Tu kitni
Maasoom si hogi
Par teray israar
Pe kiya iqraar
Jo toh meri Qismat Phooti
Hai zara afsos
Phir bhe mai khush hoon
Kay tere jhoot yeh khul gaye
Aur jaane kitne thay
Jo meri tarha
Teri raah mein rul gaye
Gyaaraa Maheeno mein
Shaklein Teeno yeh teri
Dekh chuka tha
Sahe waqt ka intezaar
Par meri jaan
Mein bus kar raha tha
Kehti thi mujh ko kay
Tere bin jee sakoon gi
Mein to kabhi naa
Phir moo chupa kay
Tu ho gayi yun faraar
Buzdil haseena
Jaisay kay tere liye
Mein insaan nahen tha
Bus tha khilona
Tujhay murh k dekhoon dobaara
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Mein kitne arsay say
Teri baaton mein
Aata jaata raha tha
Bholi si soorat say teri
Dhoka mein yun hee khaata raha tha
Har din naye thay fareb
Saray jo tu nay
Mujh ko diye hain
Aur aik mein tha jo tere
Jaisi se bhe nibhaata raha tha
Kehti thi hai dosti
Kisi se nahin
Mein hoon sirf teri
Par chup kay milti rahi
Kisi aur say ye ghalti thi meri
Kay yaqeen khud say bhe barh kay
Tujh pay kiya
Sunay jhoot teray
Tujhay phir se doon aik mauqa
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Kyun teray dil mein aaye
Zara bhe naa dar
Kay tera haal kya hoga
Oopar jaa kar
Jo tu nay kheyl kar chora
Hai dil mera
Toh meri bala say tu
MARR
Aisay chakkar
Chalaaye chun kar
Kay tu nay hadd kar ke
Rakh hee daali
Hasta hoon khud par kay
Teray jaisi ko saunp di maine saali
Yeh Jawaani
Dil ki kahaani
Tujh ko sunaanay
Kay thay iraaday
Par saal ek hee mein
Saamnay aagaye
Teray jhootay waaday
Kehti thi teray ilaawa
Lagta nahin
Kahin dil yeh mera
Par pyaar khud say hee tha
Tu khudgarz thi
Mein kuch naa tha tera
Teray jaisi das aayi thein
Aur aayein gi das
Mujhay naa kami hai
Tujh pay karoon waqt zaaya
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Is qaabil hee nahin hai tu
Saari Batein woh
Saaray Waaday woh
Teray Jhootay thay
Tu hai Makkar
Saari Batein woh
Saaray Waaday woh
Teray Jhootay thay
Tu hai Makkar
Saari Batein woh
Saaray Waaday woh
Teray Jhootay thay
Tu hai Makkar
Saari Batein woh
Saaray Waaday woh
Teray Jhootay thay
Tu hai Makkar
Is Qaabil Hee Nahin Hai Tu
Credits
Writer(s): Qasim Arshad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.