Maghrib (feat. Natiq, Circle Tone & Faichan)
Mai khud ko kho chuka hun
Mai khud ko kho chuka hun
Maqsad to koi hai nahi fakat kyun chal rha hun
Mukhtalif si baato mein hi mubtala raha hun
Maghribo mein soya phir mai magrib mein utha hun
Umeed paane ki yaha umeed kho chuka hun
Sukun mein rehne ka wo sukun bhi kho chuka hun
Akele rehte rehte ab akela ho chuka hun
Phir wo jeene ka jo mann tha mai to wo bhi kho chuka hun
Mohabbat ka ek bojh kandho pe liye chala hun
Usko leke chalte rehne ka bhi josh kho chuka hun
Talab teri mujhe ab tabah na kar sakegi
Galat kiye jo faisle anjaam bhugat chuka hun

Maqribo mein soya phir mai magrib mein utha hun

Ab tere khayalo mai mubtala nahi hun
Kar liya bas kaam ab mai sochta Nahi hun
Un galiyon se bhi nikla tujhko khojta nahi hun
Par un yaadon ka kya karna ab mai sochta nahi hun
Wo baatein hai zehen mein par mai bolta nahi hun
Jo bhi raaz hain dafan mai unko khodta nahi hun
Darde dil bayan kiya par usne kuch suna na
Apne raste par wo chaldi wo phir usko mai dikha na
Usne mu jo modda mai to ab khud ko kho chuka hun

Zehen mein itni baatein par mai kuch bhi likh raha hun
Bolna hun chahta par mai bol kuch raha hun

Credits
Writer(s): Farhan Ahmed
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Maghrib (feat. Natiq, Circle Tone & Faichan) - Single >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.