Dhaage
Teri meri aankhon ne baandhe
Khwaabon ke dhaage
Inhi dhaagon se bun lenge, lamhein yeh
Lamhein yeh kho jaaye jo
Baaton hi baaton mein
Do baatein hum kar lenge aankhon se
Wo lamhe, wo baatein
Wo baatein, wo aankhein
Banaate hein dhaage
Wo lamhe, wo baatein
Wo baatein, wo aankhein
Banaate hein dhaage
Anjaane the, apne bane
Taqdeer ke the sile
Bekaariyon ke din ba din
Badhne lage hein silsile
Koi pinjra hai
Dil pe pehraa hai
Dekh ke tujhko thehra hai
Anjaaane se apne
Begaane se sapne
Sajaate hein dhaage
Wo lamhe, wo baatein
Wo baatein, wo aankhein
Banaate hein dhaage
Khwaabon ke dhaage
Inhi dhaagon se bun lenge, lamhein yeh
Lamhein yeh kho jaaye jo
Baaton hi baaton mein
Do baatein hum kar lenge aankhon se
Wo lamhe, wo baatein
Wo baatein, wo aankhein
Banaate hein dhaage
Wo lamhe, wo baatein
Wo baatein, wo aankhein
Banaate hein dhaage
Anjaane the, apne bane
Taqdeer ke the sile
Bekaariyon ke din ba din
Badhne lage hein silsile
Koi pinjra hai
Dil pe pehraa hai
Dekh ke tujhko thehra hai
Anjaaane se apne
Begaane se sapne
Sajaate hein dhaage
Wo lamhe, wo baatein
Wo baatein, wo aankhein
Banaate hein dhaage
Credits
Writer(s): Anurag Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.