Raaz - Shayar

Pussy ko choda mein peeche, aage aaya ladhne to zindagi saath de
Kitna bhi aane de gam kabhi nahi uthana cigi sharab be
Aakho ko band karke rakhta mai aakho me dikta hai dard aur Raaz ye
Banna tha bada insaan jalaya khudko phir dheemi si aas pe

Raaz hai,
Jo gaano me keheta ha mere raaz hai
Vaise toh batana nahi chahata kisi ko par wo nikal hi jate
Kitni me raato ko roya
Pata nahi maine gini nahi raate
Aakho me hote jab aasu tob koi nahi puchta
Kaise Halat hai

Upar me dekhu to dikhti bas manzile tabhi to udna hum chahate
Koi nahi saath the, ghutne ye kaapte, phir bhi hum chalte huye jate
Aakho ko band kar ke dekhe jo sapne tu wo kabhi pure nahi ho pate
Udne ki khwahish me gira nahi tu, tune phir dekha hi kya hai

Bade rakhe kaam, bade rakhe naam, insaan bana Dhokebaaz, ya phir dhokebaaz bani nayi jaat,
Music bana pegaam, sun meri jaan,
Saat samundar paar, sunna chahati tu mere dil ki aavaj
Tu kheti this is my favourite song, toh tere liye gara ab
Dhyaan se sunn...

"Abhi na, jao chod kar
Ke dil abhi bhara nahi"

Yaad aa rahi yaadein mai fasa iss baat me ki padhai karu ya phir rap mai
phir shayar aata bich me or bolta ki (Are zaude.)

Pussy ko choda mein peeche, aage aaya ladhne to zindagi saath de
Kitna bhi aane de gam kabhi nahi uthana cigi sharab be
Aakho ko band karke rakhta mai aakho me dikta hai dard aur Raaz ye
Banna tha bada insaan jalaya khudko phir dheemi si aas pe



Credits
Writer(s): Sushil Sonawane
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link