Zindagi - Piano

Na chain hai, na aram hai
Meri zindagi behaal hai
Na khush hu mai, na khush hai tu
Baatein adhuri hazar hai

Khushiyan meri dugani hui
Jb bhi kabhi tera ehsas ho
Sukoon mile tujhe se mujhe
Tum bade khash ho

Teri kami mehsus ho
Ab tu bata kya illaz hai
Na chain hai, na aram hai
Meri zindagi behaal hai
Na khush hu mai, na khush hai tu
Baatein adhuri hazar hai



Credits
Writer(s): Mohit Rohilla
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link