Regret

M krne laga baate ye adhoori ab
Na jane kyu bdhne lgi ye doori ab
Gaane dawa meri bante jare Zaroori ab
Saare h sth mere krte je hazoori ab

Jo mere paas nahi Ab mere khaas nahi
Unse judi nahi h meri ab wo aaas kahi
Bas darkhaast yhi sunu awaaz wahi
Aage manzil bdi hona kbi niraash nahi

Kya tum wo log ya un logo ka hi roop ho
Jalan felaye jse garmiyo ki dhoop ho
Kya tum wo hoor ho chamakta noor ho
Wafa ki baat sunke dil mera ab choor ho

Akela chalna h lena na sahara
Log saale madad krke kehte h bechara
Jb firta kaam k liye m mara maara
Mehnat kyu na dekhe bs ye kehte h awara

Paisa h kam aur kharche hazaar h
Maa baap ka sth wrna jeena b bekaar h
Log nasmjh bnte samjhke saari bt h
Umar meri kam pr akal guna chaar h

Hmm mujhe lena ni sahara ab
Sochna nahi tumhara ab
In logo ki soch hi alg
Ye maafi maangi glti krke krte fir dubara

Mujhe lena ni sahara ab
Sochna nahi tumhara ab
In logo ki soch hi alg
Ye maafi maangi glti krke krte fir dubara
(Kyu)

Yaha pe
Khud hai Krna padta
Hum girte hai fir bhi
Khud sambhalna padta
Koi kisi ka nahi
Yeh bas jaanle tu
Kon real hai tere sath
Yeh samjhna padta

Har koi yaha matlab ka saathi
Kisi ke jaane se waqt rukta nahi
Galti krke fir mangte yeh maffi
Dil mie jo ghav kyu woh dikhte nahi

Kabhi meri baatein lagti sahi
Par kisi ke baare mie galt likhta nahi
Ab kisi ke baare main kya hi likhunga
Khud mie hi hai gum kisi ko janta nahi

Chahe abhi mujhme kamiyan sahi
Par utni nahi jaisa khete hai log
Bina mujhse mile bina baat Kiye
Kyu fir mujhe judge krte hai log

Mujhe pata hai kis oor chalne laga
Sapne dekhe jo maine chase krne chala
Kon mere sath khada mujhe sab hai pata
Niche kichte jo doori unse rakhne laga main

Hmm mujhe lena ni sahara ab
Sochna nahi tumhara ab
In logo ki soch hi alg
Ye maafi maangi glti krke krte fir dubara

Mujhe lena ni sahara ab
Sochna nahi tumhara ab
In logo ki soch hi alg
Ye maafi maangi glti krke krte fir dubara
(Kyu)



Credits
Writer(s): Yash Malhotra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link