Jhootha

Kaifiyat na mujhse poocho
Taarruff bhi saza hai
Maashre ka naam na lo
Banda main khafa

Jhootha main jhootha jag sara
Mushkilon se dhoondha kinaara
Wahan bhi na koi hamara

Kya main tha aur kya ban gaya, poochti zindagi
Poocha maine bhi mudke usse main hoon bhi ya nahi

Jhootha main jhootha jag sara
Mushkilon se dhoondha kinaara
Wahan bhi na koi hamara



Credits
Writer(s): Salil Sardana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link