If You Lie You Die

Yeh reshmi zulfein
Yeh sharbati aankhein

Ek sawaal ka ek jawaab
(Aisa kaisa. aisa kaisa)
Teri neeyat ka hoga hisaab
(Aisa kaisa. aisa kaisa)
Ek sawaal ka ek jawaab
Teri neeyat ka hoga hisaab

Yahaan jagaa tu apni raza
Nahi to saansein teri bann jaaye na sazaa
(If you lie, you die...)
Kal kare so aaj kar, aaj kare so abb
Qismat teri khul jayegi game hai gazab
Kal kare so aaj kar, aaj kare so abb
Qismat teri khul jayegi game hai gazab

If you lie, you die, Table No. 21
If you lie, you die, Table No. 21
Mujhse ab meri kismat ke fasaane na kaho
Qatra qatra jee raha hun bahaane na kaho
Paisa aisa kaisa paisa, paisa aisa kaisa paisa
Ummeedon ki tum meri nilaami na karo

Yeh reshmi zulfen, Yeh sharbati aankhen
Yeh reshmi zulfen, Yeh sharbati aankhen
Zamaane ko na dekh, Hai tere paas mauka ek
Khayalon ko na phenk, Hai mauka tere paas ek
Zamaane ko na dekh, Hai tere paas mauka ek
Khayalon ko na phenk, Hai mauka tere paas ek
Apne pe bharosa, Agar tujhe hai itna
Toh aake aazmaale apni kismat tu yahaan

(If you lie, u die)
Kal kare so aaj kar, aaj kare so ab
Kismat teri khul jayegi game hai gazab
Kal kare so aaj kar, aaj kare so ab
Kismat teri khul jayegi game hai gazab
Table no. 21



Credits
Writer(s): Sachin Gupta, Sheershak Anand, Jaspreet Jazz
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link