Gumaan Re-verse
Kehte h sare hum paisa baap ka khare
Par ye kyuna jaane ki hum kese ghar chala re
Kitne kishte hum chukare kitne karzo ko utare
Humne tode apne sapne kitne askho me baha k sare
Fek diye
Apni chahto k dhere hmne
Sek liye
Sari aag thi jo dil me apne
Dekh liye
Chal k har raste fakiro k bhi khudko hm samet liye
Auro se na bhet liya haa
Ye Jaan leke haato me
Hum chal rhe h raaho me
Rakh diye zubaan ko band
Bs likh rhe kitaabo me
Ek sawal bhi arooz sa
Mai khudme na mehfooz rha
Silvate padi thi chadaro me usko khoj rha
Aur soch rha kese ye banti h daradare
Hum jinko bhar na pare
Par sang hi sang mai khodra
Aye khuda tu kr insaaf
Ye insaan kyu rhe saaf
Biki h sari roohe aaj ye
Kese kr lete ye khudko maaf
Aye khuda tu kr insaaf
Ye insaan kyu rhe saaf
Biki h sari roohe aaj ye
Kese kr lete ye khudko maaf
Kamiya itni h ki mai gina na saku
Jaan hath pe bhi du to inhe rijha na saku
Zakhm to bht diya h sabne mil ke mujhko
Pr dard hue kitne kya dikha na saku mai
Vaade aur kasme ye h khate aise haq se
Ki iraade aur rasme sb nibha lenge ye has k
Par jaan lo ye waqt pe na sath denge sach me
Aur dag denge khanjar vo sar pe hath rakh ke
Kitni h paheli mene ranjisho me kheli
Vo mile har saheli mjhko bandisho me gheri
Ab kehti na h meri kehti ho chuki h deri
Vo degi bhi na sath jane kya hi jung cheri
Mujhko na pata
Kyu rishte hore lapata
Hasne ko na sathi koi rone pe bhi apada
Kya wajah denge gaur krne ko na ho pata
Zeher leke bethe dil m maafi de ya de saza
Aj bhi cehre se hasi ki na ho taskari
Dua kari salamati ki mene bethe har ghari
Mai Shayari suna du har kisso me jo ho rahi
Mehsoos kre khamiyo ko sikh le hase sabhi
Bas
Isse zyada kehne ki himmat nhi hogi
Likhne ko ye bate kbhi killat nhi hogi
Bs chor do tarazuo me insaniyat ko tolna
Shayad khuda se fir kbhi ye minnat nhi hogi

Credits
Writer(s): Taz Ahmed
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.