sharminda

Awazen ye jo aa rahi hain
Darwaze khatka rahi hain

Kya meri pukaar main wazan hai
Ya tere kirdaar main
Apni duaen he marham hain
Kuch nahi ikhtiyar main

Har saans main ek darr sa hai
Har aah pichli se bhaari hai
Sharminda hun main ye kehne pe
Insaniyat haari ye bazzi hai
Insaniyat haari ye bazzi hai

Awazen ye jo aa rahi hain
Darwaze khatka rahi hain

Awazen ye jo aa rahi hain
Darwaze khatka rahi hain



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link