Chota Sa Main

Rebeltrip on the beat
Yo
Diljabi on the mic

Chota sa main
Mere khwab bade
Main na sunta kisi ki mere peeche pade
Ye kehte
Lato ke bhoot beta baato se nahi maante
Kalam me ilm
Kabir das ko aap jaante
Tane pe tane
Par udaas nahi
Lo sunlo
Khud mu zabani kabir das ji ke he
Dheere dheere re mana dheere sab hoye
Mali seenche so khada ritu aae phal hoye

Main bachpan se galat
Sab gin rahe meri galtiya
Aur main raha panne palat
Panne palat
Jaise sau sunar ki
Aur ek lauhar ki
Koi sun nahi raha tha
Dimaagi bimaar ki
Phir khud se lada
Main mera mukadma
Sab kehte they mujhe
Beta khud pe tu rehem kha
Par main kalakaar
Na gunehgar
Aur sab ki nazar me main dimaagi bimaar
Par jaise heera
Maine khudko tarasha
Meri baato me junoon
Meri aankhon me suroor
Mujhe bas manzil ka nasha tha
Main bematlab ha me ha nahi milata
Main bematlab ha me ha nahi milata

Dhyan se sun zara
Baad me na zimmedari hai
Phir sar pakad ke royega
Dekh haati ki sawari hai
Kad kaathi ka uda mazak
Ab shabd mere bhaari hai
Dhyan se sun zara ye jeet ki tayari hai

Dhyan se sun zara
Baad me na zimmedari hai
Phir sar pakad ke royega
Dekh haati ki sawari hai
Kad kaathi ka uda mazak
Ab shabd mere bhaari hai
Dhyan se sun zara ye jeet ki tayari hai

Dekhiye zara dhyan de
Meri baat ko zara maan de
Umar me main chota
Chalgaya sikka ye khota
Kaari mehnat aab aram hai

Ab sab galat
Kehte the ye aadmi aam hai
Ab sab galat
Kehte the ye aadmi aam hai
Main har baar gira
Baar baar gira
Phir gir ke utha
Chhod meri nirasha
Mujhe jeetna tha
Tu galat main sahi
Har baari kyu yehi hai suni
Kya upaar kya neeche
Kaun aage kya piche
Ye sapne akele hai maine hai seeche
Jab dekha aaina har baar kaha
Kuch khaas hai tujhme

Chota sa main
Mere khwab bade
Main na sunta kisiki mere peeche pade
Ye kehte
Lato ke bhoot beta baato se nahi maante
Kalam me ilm
Kabir das ko aap jaante

Dhyan se sun zara
Baad me na zimmedari hai
Phir sar pakad ke royega
Dekh haathi ki sawari hai
Kad kaathi ka uda mazak
Ab shabd mere bhaari hai
Dhyan se sun zara ye jeet ki tayari hai
Dhyan se sun zara
Baad main na zimmedari hai
Phir sar pakadke royega
Dekh haati ki sawari hai
Kad kaathi ka uda mazak
Ab shabd mere bhaari hai
Dhyan se sun zara ye jeet ki tayari hai



Credits
Writer(s): Kritik Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link