Blessed With Pain
I feel i m blessed
Likhta hu dukh mera panno pe
Aansuo se zyada mere kalam ki syaahee bahe
Jo khade naa saath naa dikhai de
Feel like i m deaf unki baate bhi naa sunai de
Naa rakhu pass zyada log aab
Circle mera tight mind reheta focused
Kaafi kam bache dost aab
Jab se 2 faced logo se duri rakhu mai doo guss
I realised
Gaane mere chale nahi abhi tak kyu
Banna chahta tha mai kisiki tarah
Abhi jaakar mujhe mili meri rooh
Now i know what to do?
Likhu mai sach
Aur kisko kya lagta hai i dont give a fuck
Life meri chupayi thi maine abhi tak
Tabhi kafiyo ko lagti baate jhuti ye sab
Kyu ki
Hasna chunah tha maine
Naa roya mai logo ke beech
Jisne pucha kya hua hai
Muskuraake mai bola sab theek
Shayad aaj bhi mai milke bata naa pau ye cheez
Par mere liye aab sab bolega mera sangeet
Jabhi bhi yaad karu bachpan
Toh dikhe naa khushi ke pal
Andheri wo raate reheti hai zehen mai
Jaha bas mila hai dard
Aaj bhi yaad wo laath jo baap ne maa ke chaati par maari thi
Wo seheti thi sab iss aas mai
Bete mere badlenge ye kal
Hua usse thoda dukh
Jab bola mai mujhe nai karni padhai
Ye rap toh theek hai par
Beta tu kaise karega kamai
Hai usse dar mai ban na jau mere baap ki parchaayi
Mai bhula nahi
Maa humne kitni raate bas rooke bitai
Waqt toh jaata hai beet
Chodh nishaaniyaan chot ki
Kehene ko kaafi the log
Par madat naa kisise pohochi
Toh chodhdi maine bhi
Kisise koi umeed rakhni
Aab mujhe naa pade farak mere baare ye duniya kya hai sochti
Aankhe band
Mere sapne bane jeene ki wajah
Lagni lagi thi mujhe zindagi ye jaise sazah
Toh mangne laga mai bheek maut se mujhko gale lagaa
Aab lage mere andar bhi ek shaitaan basaa
Jo bhulne deta nahi hai mujhe mera bita kal
Hona safal toh rakhu sabar mai karta chalu safar
Aankhe milake mai kehena chahta hu maa se aab aur nai sehena hai
Kahi main usse pehle jau naa marr bas yahi hai darr

Credits
Writer(s): Peak Music
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.