Kala

Kla mai hai kami nahi
Kalam hai thami nahi

Satya vachan

Kalam hai thami nahi

Kla mai hai kami nahi
Ye kalam hai thami nahi
Ye beat lge bachcho ki trah
Jinmai chodi hai maine bure shabdo ki chavi nahi

Kla mai hai kami nahi
Ye kalam hai thami nahi
Ye beat lge bachcho ki trah
Jinmai chodi hai maine bure shabdo ki chavi nahi

Tees (30) minute mai hai likh daala ek gaana
Bookha pet, shabdo ka chodhta nahi ek daana
Har gaano mai meri alag si vibe, saath K leke chalu mere naam mai Koi Ekta na

Eksa na muje dosto mai dikha
To lovy ne piche mudke hai peeth piche dekhta na
Hzaaro logo se lakho khae hai dokhe tab samja ki is jahaan mai koi ek sa na

Haath khalli, panno ki trah
Jinmai chodi hai maine koi naseeb ki lakeer nahi
Udhane mai to mai bhi lakh bhi udhadu
Meri maa ne peda kra hai muje koi fkeer nahi
Par in jesso ke liye waqt mai nikalu
In bachcho ka essa hai naseeb nahi
Ye seedha chaal na chle ke tedi chaal chle
Tabhi teri tulna kari hai mai wazir se hi

Kla mai hai kami nahi
Ye kalam hai thami nahi
Ye beat lge bachcho ki trah
Jinmai chodi hai maine bure shabdo ki chavi nahi

Kla mai hai kami nahi
Ye kalam hai thami nahi
Ye beat lge bachcho ki trah
Jinmai chodi hai maine bure shabdo ki chavi nahi

Hum dhai chal chle
Bure haal kre
Inke paale mai sheh or dekh maat kre
Viswanathan lera mai anand
Sir ghuke chaal chlu, khel khtam sir uthe

Sahara chahiye nai kandho se pehle
Likhai hai mrityu sach aankh munde bethe
Saath leke kla jaunga na ki jaali pessa
Ankh-ankh ki seedh mai dhyaan arjun ke jessa

Mere bohot nahi laksh bs kuch hai sapne
Klakaar klakari dikhai or khush apne
Adhi adhi roti baat ke khalenge or dur rehna jo meri roti pe hai jhapte

Abhi mai shaant betha, tabhi to ye haath seke
Dur bhagenge jab chord dunga lapte
Meri kla ne essi mehek bnai
Mai devdaar ped or ye saap ye lapte

Kla mai hai kami nahi
Ye kalam hai thami nahi
Ye beat lge bachcho ki trah
Jinmai chodi hai maine bure shabdo ki chavi nahi

Kla mai hai kami nahi
Ye kalam hai thami nahi
Ye beat lge bachcho ki trah
Ab dhyaan se sun

Kari mehnat kra hai aaram na
Kra naam, naam maine kabhi badnaam na
Aaj tak maine kum hai kmaya par jitna kmaya usme se kuch hraam na
Subhe uthna, duniya se ladna, khudse bhidna or kisi se na chidna
Seekha maine hai khud se hai seekha
Muje seekhane aaya beta kisi ka bhi baap na

Kisi ka bhi baap na
Sachchi baat hai kisi ka bhi baap na

Kisi ki mehmat pe khud ka inaam
Maine esse parinaam vaala kiya kabhi kaam na

Kla mai hai kami nahi

Kla mai hai kami nahi
Or beta dekh kisi mod pe kalam ye thami nahi



Credits
Writer(s): Lovy Singh Bhatia
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link