Ego
Ego bade
Hum raste me khade
Aur fasla hai chota
To aankh kyu na bhare
Hum dekhe
Ek dusre ki raahe
Hai dill me mohabbat
Aur baat bhi na karen
Tu bata de
Ya mujhko saza de
Thi meri koi khata kya
Jo Roke kate raatein
Main karta tha tujhe pyar
Na samjhi ek baar
Mere khawabo mein teri hi tasveere thi
Meri aankhon mein har pal kyu rehti nami
Tu hoke bhi door thi mere kareeb
Teri yaadein hain saath toh khush hai naseeb
Teri saason ki aahat abhi bhi mujhe yaad
Hawaon mein khushbu hai tera ehsaas
Tujhe kaise main bataun is dil ki kahani
Choti si umar mein maine kari jo nadani
Mana samajh thi kam lekin pyar tha zyada
Tu bhi bhool gayi tеra kiya hua wada
Main mar jaun tere bin
Ismein koi shak nahin
Main bhi tujhе yaad aaun
Kya ye mera haq nahin?
Teri yaadein
Na kat ti hain raatein
Adhuri mulakatein
Yaad aati hain aaj
Tu na jaane
Na pyar mera maane
Karti thi tu bahane
Mujhe samajh aaya aaj
Accha suno
Ek baat batao
Tera khayal na aaya
Aisi raat batao
Apne bhi halaat batao
Kya thi majbooriyan, Aaj batao
Maine dekha hai aksar
Tumko jab has kar
Aankhen thi sharmati
Kehti ye baskar
Karoon na baatein
Jo panno pe likhdun main
Sochu tere bare
Yaadon mein tadpu main
Chale jab sath the
Hathon mein hath the
Dekhe jo khawab the
Pal bhi wo khas the
Kyuki tu mere sath thi
Jannatein jaise pass thi
Ab door hu tujhse main dozakh mein
Piche mudke jo dekhu na tu dikhe
Main kho chuka khudko
Talashu par tujhko
Aaja tu firse aur dede sukoon
Jaise sukhu zameen par paani ki boond
Ego bade
Hum raste me khade
Aur fasla hai chota
To aankh kyu na bhare
Hum dekhe
Ek dusre ki raahe
Hai dill me mohabbat
Aur baat bhi na karen
Tu bata de
Ya mujhko saza de
Thi meri koi khata kya
Jo Roke kate raatein
Hum raste me khade
Aur fasla hai chota
To aankh kyu na bhare
Hum dekhe
Ek dusre ki raahe
Hai dill me mohabbat
Aur baat bhi na karen
Tu bata de
Ya mujhko saza de
Thi meri koi khata kya
Jo Roke kate raatein
Main karta tha tujhe pyar
Na samjhi ek baar
Mere khawabo mein teri hi tasveere thi
Meri aankhon mein har pal kyu rehti nami
Tu hoke bhi door thi mere kareeb
Teri yaadein hain saath toh khush hai naseeb
Teri saason ki aahat abhi bhi mujhe yaad
Hawaon mein khushbu hai tera ehsaas
Tujhe kaise main bataun is dil ki kahani
Choti si umar mein maine kari jo nadani
Mana samajh thi kam lekin pyar tha zyada
Tu bhi bhool gayi tеra kiya hua wada
Main mar jaun tere bin
Ismein koi shak nahin
Main bhi tujhе yaad aaun
Kya ye mera haq nahin?
Teri yaadein
Na kat ti hain raatein
Adhuri mulakatein
Yaad aati hain aaj
Tu na jaane
Na pyar mera maane
Karti thi tu bahane
Mujhe samajh aaya aaj
Accha suno
Ek baat batao
Tera khayal na aaya
Aisi raat batao
Apne bhi halaat batao
Kya thi majbooriyan, Aaj batao
Maine dekha hai aksar
Tumko jab has kar
Aankhen thi sharmati
Kehti ye baskar
Karoon na baatein
Jo panno pe likhdun main
Sochu tere bare
Yaadon mein tadpu main
Chale jab sath the
Hathon mein hath the
Dekhe jo khawab the
Pal bhi wo khas the
Kyuki tu mere sath thi
Jannatein jaise pass thi
Ab door hu tujhse main dozakh mein
Piche mudke jo dekhu na tu dikhe
Main kho chuka khudko
Talashu par tujhko
Aaja tu firse aur dede sukoon
Jaise sukhu zameen par paani ki boond
Ego bade
Hum raste me khade
Aur fasla hai chota
To aankh kyu na bhare
Hum dekhe
Ek dusre ki raahe
Hai dill me mohabbat
Aur baat bhi na karen
Tu bata de
Ya mujhko saza de
Thi meri koi khata kya
Jo Roke kate raatein
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.