Khud Se Sawal
Sawalein aise uthaye the jo nigaho ne ye meri hi khudi se
Sajaein Kati gunaho ki jo kabhi kari thi maine hi khudi pe
Likhta Raha hu yu kabse yha main
Kagazein hi jane ye kahani
Ghut ta rha tha kyu yu bewajah main
Kabhi maine khud ki na mani
Ye rasta mujhko hai keh raha,main yu chalta sahi bas bhatakta jara
Galti karte sabhi main tadapta jara
Ishq khud se jyada unko karta jara
Kimat ko kismat samjhta jara
Koi bole agar mujhse hoga nahi
Main yu khud ko hara sa samhjhta jara
Khud ki aankho me khud me uljhta jara
Main sehemta jara
Koi bole agar kuch mere bare me
Main therta jara
Main sehemta jara
Sawalein aise uthaye the jo nigaho ne ye meri hi khudi se
Sajaein Kati gunaho ki jo kabhi kari thi maine hi khudi pe
Kehta Raha hu yu khud ko bura main
Dil ne bhi baat yahi mani
Khamiyo me jyada hi khoya Raha main
Khud ki kadar nahi jani
Pyar karein wo ek panno sa bhi to main Puri kitabein bhar aaya mohabbat ki
Pareshani me yu padne pe socha unhone apna maine bhi unka hi
Jaan lgayi jo sath rkhu baat ye aayi thi khud ki koi izzat nai
Baat shi thi ye raat sikhayi wo
Apni hi galti thi tabhi suna kuch bhi
Adhoora nhi main khud me hi poora
Samjha nhi tha tabhi unki jurrat thi
Khud ki nazar me yu ab jo utha hu
Kisi ki mazal nahi todenge fir kabhi

Credits
Writer(s): Abhijeet Raj, Prod. Riddiman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.