Bikhre Panne

Bikhre panne zindagi mein mujko lagte ab
Vo h paraye jo ab bankar milte sage tab
Asal mein jaanta hai dil mera aur ye rab
Kaise jiyun mai, kaise jiyun mai

Hai ek void sa dil me baaki hai na kaafi
Mushkile pr teri aas me rhta me haavi
Tu aake dekhle der na kar phir zara bhi
Haa pyaar h tu dard ki h wajah bhi

Door tum na raho hai
Dil ki raza yahi,
Jo paas na tum mere to
Kuch me maza nahi

Bikhre panne zindagi ke mujko lage ab
Vo hai paraye jo bankar milte sage tab
Asal mee jaanta hai dil mera aur ye rab
Kaise jiyun mai, kaise jiyun mai

Hai ek void sa dil me baaki hai na kaafi
Mushkile par teri aas me mai rehta haavi
Tu aake dekhle derr na kr phir zara bhi
Haa pyaar hai tu dard ki hai wajah bhi

Yaad aati hain wo aadate teri pr
Khush rhna tere bina aata hi nahi
Chehre pr chhipake mai gum apne saare
Kisiko kuch mai batata hi nahi

Asal mein haal kya dil ka mera h
Uljhe se dhaago ye to ghira h
Tere siva isko jaana kaha h
Tere liye to ye bs ruka h

Bikhre panne zindagi ke mujko lage ab
Vo hai paraye jo bankar milte sage tab
Asal mee jaanta h dil mera aur ye rab
Kaise jiyun mai



Credits
Writer(s): Tanay Chaturvedi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link