Har Lamha

Har lamha tujhe ghurun,main jaanu
Har lamha tujhe dekhun pehchanu
Teri hi baatein aur teri hi yaadein
Chahun har saans tere saanth main guzarun

Yaad hai har pal jo humne sath mei guzare
Teri wo harkatein haan tere ishaare
Dil ki wo dhadkane wo dil ke paemaane
Har wo khat jo humne sath mei saware

Aasmaan ko dekhtein hum ginte the taare
Har ghadi haan haste hasaate
Nahi pata kaha gayi tu ab
Le chal-a-hawa mujhe kisi kinaare

Har lamha tujhe ghurun,main jaanu
Har lamha tujhe dekhun pehchanu
Teri hi baatein aur teri hi yaadein
Chahun har saans tere saanth main guzarun

Har lamha tujhe ghurun,main jaanu
Har lamha tujhe dekhun pehchanu
Teri hi baatein aur teri hi yaadein
Chahun har saans tere saanth main guzarun

Guzaarunnnn
Yaddeinnnn

Har pal har pal khushiyan laati
Har din teri zulfe rujhati
Baat kar le itni dikkat kya
Jaanta hu bohot kuch hai abhi baaki

Dil ko zara tu mana le na
Mere kareeb tu aa ja na
Tere bina main adhura rha
Tu bhi adhuri mere bina

YAd hai har pal jo humne sath mei guzare
Teri wo harkatein haan tere ishaare
Dil ki wo dhadkane wo dil ke paemaane
Har wo khat jo humne sath mei saware

Aasmaan ko dekhtein hum ginte the taare
Har ghadi haan haste hasaate
Nahi pata kaha gayi tu ab
Le chal a hawa mujhe kisi kinaare

Har lamha tujhe ghurun,main jaanu
Har lamha tujhe dekhun pehchanu
Teri hi baatein aur teri hi yaadein
Chahun har saans tere saanth main guzarun

Har lamha tujhe ghurun,main jaanu
Har lamha tujhe dekhun pehchanu
Teri hi baatein aur teri hi yaadein
Chahun har saans tere saanth main guzarun



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link