True Lies
Alvida kehna tu nahi
Pr jaana padega kya karun
Mai tera hoke
Jo naaa rahaa
Chal chal kahi bhagte door hum
Mera pyaar to ban gya dhool ab
Tere pyaar ki kasmo ke khaatir ne
Mujhe maar he dala tha usi waqt
Kaash mai kabhi pyaar jatata nahi
Kaash mai kabhi batein chupata nahi
Kaash mai kabhi khud ka saga hota
Kaash mai kabhi tujhko rulata nahi
Par mujhe teri in ankho mei dikhta ab vo pyaar nahi
Teri he sirf yaadien unpe mai zinda hu
Varna mera paas jeene ki vajah nahi
Mai tera ho jaau pr kya kahunga khuda se
Tune he sikhaya pyaar krna bilkul gunah hai
Tune jana to meri jaan bas mujhe batade
Bs takleefe tu mat saha kr meri vajah se
Moam ki tarah thi zindagi
Haan phirse ye phirse pighalti rahi
Mai girne se sabko bacha rha tha
Pr mujhe bachane aaya koi nahi
Haan galtiyaan saari he teri thi
Ye sajishein tune phir kyu rachi
Mai karunga tujhpe yakeen nahi
Haan jhute ho tum bolu muh pe he
Kaash tune samjha hota
Mai vaisa nahi
Kaash tune samjha hota
Mai vaisa tha he nahiii
Par badla mai
Mai khaau teri kasmein
Mai bura insan
Tune haath chorda
Mera haath pakde shaitaan
Mujhe uchaayein se gira
Mujhe dede aesi maut
Ki mai mar bhi na paau
Or mai zinda banu laash
Pyaar ke aehsaas ne dii hai mujhe seekh
Jab mai heartless banu to ye kare mujhse pyaar
Pyaar ke aehsaas ne ye diya mujhe dard
Aankhon he aankhon mei yaha kho gaya sab
Mila mujhe ghaav jab jali meri ruh
Jab dekha maine khush mere marne ke waqt
Kya vo khuda ka ishara tha
Mere marne ke waqt vo bula raha tha
Mere paas kalam ka sahara tha
Varna khuda ke liye janaa thaa
Pr jaana padega kya karun
Mai tera hoke
Jo naaa rahaa
Chal chal kahi bhagte door hum
Mera pyaar to ban gya dhool ab
Tere pyaar ki kasmo ke khaatir ne
Mujhe maar he dala tha usi waqt
Kaash mai kabhi pyaar jatata nahi
Kaash mai kabhi batein chupata nahi
Kaash mai kabhi khud ka saga hota
Kaash mai kabhi tujhko rulata nahi
Par mujhe teri in ankho mei dikhta ab vo pyaar nahi
Teri he sirf yaadien unpe mai zinda hu
Varna mera paas jeene ki vajah nahi
Mai tera ho jaau pr kya kahunga khuda se
Tune he sikhaya pyaar krna bilkul gunah hai
Tune jana to meri jaan bas mujhe batade
Bs takleefe tu mat saha kr meri vajah se
Moam ki tarah thi zindagi
Haan phirse ye phirse pighalti rahi
Mai girne se sabko bacha rha tha
Pr mujhe bachane aaya koi nahi
Haan galtiyaan saari he teri thi
Ye sajishein tune phir kyu rachi
Mai karunga tujhpe yakeen nahi
Haan jhute ho tum bolu muh pe he
Kaash tune samjha hota
Mai vaisa nahi
Kaash tune samjha hota
Mai vaisa tha he nahiii
Par badla mai
Mai khaau teri kasmein
Mai bura insan
Tune haath chorda
Mera haath pakde shaitaan
Mujhe uchaayein se gira
Mujhe dede aesi maut
Ki mai mar bhi na paau
Or mai zinda banu laash
Pyaar ke aehsaas ne dii hai mujhe seekh
Jab mai heartless banu to ye kare mujhse pyaar
Pyaar ke aehsaas ne ye diya mujhe dard
Aankhon he aankhon mei yaha kho gaya sab
Mila mujhe ghaav jab jali meri ruh
Jab dekha maine khush mere marne ke waqt
Kya vo khuda ka ishara tha
Mere marne ke waqt vo bula raha tha
Mere paas kalam ka sahara tha
Varna khuda ke liye janaa thaa
Credits
Writer(s): Asli Devil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.