Hum Aaj Bhi

Chhuti na ye yaadein
Toote na armaan
Sabz se pal jaise
Arso se shaadaab

Iss tasarruf se kar ajaad
Ik yahi maula hai fariyaad

Unke jaane se
Marj se haalat
Unki khaami se
Ho rahe barbaad

Hum aaj bhi unse
Dil laga ke baithe hai

Hum aaj bhi unse
Dil laga ke baithe hai

Aapka iljaam leke
Maan lenge har gileh
Faaslon ke in palon se
Kitni payi mazrate

Ik dafa deedar kar de
Pure ho armaan

Tuti hai yeh saansein
Choote na ye jaan
Akhri pal ka yeh
Akhri paigam

Hum aaj bhi unse
Dil laga ke baithe hai

Hum aaj bhi unse
Dil laga ke baithe hai

Ashiqui ke qaid mein hai
Ik adhoora silsila
Kya yahi anjaam mera
Ya khudhae rehnuma

Hum sahenge shaan se
Harj ke ye din
Hum nibhaenge wafa
Aaj tere bin
Aaj tere bin

Dard ki yeh raatein
Kaatenge sau baar
Chhoti si hai baatein
Chota na hai pyaar

Hum aaj bhi unse
Dil laga ke baithe hai

Hum aaj bhi unse
Dil laga ke baithe hai

Hum aaj bhi unse
Dil laga ke baithe hai



Credits
Writer(s): Nisha Satpute
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link