Bedardi

Akhiyan Ch Haan Haan kardi
Aane Kyu kol Haan darti
Dil Mera tera he hai
Fir Kyu itni bedardi
Akhiyan Ch Haan Haan kardi
Aane Kyu kol Haan darti
Dil Mera tera he hai
Fir Kyu itni bedardi

Dard Rakha Lafzo me sambhaal
Tu kareeb to Zindagi lage ye kamaal
Kyu ajeeb sa ye horaha Mera haal
Jaise kismat na Saath aur ye uski Chaal
Tujhe Yaad Kar beete Jaise kayi Meri Saal
Yaad he Kuch itni ye bemisaal
Par hisaab Karu shuru se to mile Ek jawaab
Tu Wo shaksh Jo mere Liye Aaj Bhi sawaal
Intezaar me u he ban baitha kalakaar
Baantu Ek khushi na Aaye dukh ye bahaar
Mai bikhra hua sa Ek aashiq duniya se darkinaar
Thaam le haath Mera aur le Mujhe sambhaal
Ye jazbaat, ye jazbaat diye tere
Tu he apna sa Baaki gair saare mere
Akela baitha Sochu ke mere pass ye andhere
Mehnat se Zindagi me kayi aate h sawere
Chahu bhoolna tujhe par Teri Yaad ye takraye
Mai tujhe dhundu Bhi Kaha koi Mujhe ye bataye
Tu Ek Sapna sa, aur shayad ye Meri sazaye
Kuch chot Ka ilaaj Nahi Hoti hai Dawae

Akhiyan Ch Haan Haan kardi
Aane Kyu kol Haan darti
Dil Mera tera he hai
Fir Kyu itni bedardi
Akhiyan Ch Haan Haan kardi
Aane Kyu kol Haan darti
Dil Mera tera he hai
Fir Kyu itni bedardi

Lamha na aeisa tujhe Maine Nahi pukara
Teri Ek muskaan ke Liye Apne Aap ko sudhara
Tu Wo shaksh Jo Meri razao me Bhi
Maangu us rab se Tu laut Aaye fir dubara
Bikhra Dil kabtak u he samet ta rahu
Mai chahu sunana par ab kisse ye kahu
Tujhe mile Khushi ke Tu Jo paana chahe
Bhale is Jag me Mai rahu na rahu
Tu zinda si bas ab shayari me Meri
Likhu geet par Tu ye gazal Bani Meri
Mujhe Baat Wo Aaj Bhi Kyu asar kare Teri
Tu Meri Wo kismat Jo Kabhi hui he na Meri
Lagaataar Mai Yahi dukh logo ko sunara
Dafa kitni tujhe dhundu fir se dubara
Zindagi Ka paath ab Mujhe Yahi hai sikhara
Har shaksh Nahi Yaha hota hai tumhara

Akhiyan Ch Haan Haan kardi
Aane Kyu kol Haan darti
Dil Mera tera he hai
Fir Kyu itni bedardi
Akhiyan Ch Haan Haan kardi
Aane Kyu kol Haan darti
Dil Mera tera he hai
Fir Kyu itni bedardi



Credits
Writer(s): Yudi Dhama
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link