Dost Ka Hai Gaana

Everybody wanna know my name
Ey diljabi diljabi
Everybody wanna know my name
Ey diljabi diljabi

Tere dost ka hai gaana har roz hai bajaana
Koi puche jo naam diljabi tum batana
Hai bas kaam ka deewana na haram se kamana
Ab naam ho raha hai kabhi tha anjaana

Jo bhi aana aana pure dil se
Dua me kamaana na kamaana bas bill se
Aaj ghar hai chota kal bada ho jaaeega
Choti soch ko leke chote dur na jaa paaega

To kyu soche tu chota na mann me khot la
Sab apni se seekhe ye kissa hai chot ka
Tujhe pata hai mujhe pata hai
Khud ko phir kyu rokta hai
Kate sala kam kutta jo zyada bhokta hai

Ab ye mauka tera hai kyu haath se jaane de raha hai
Na bhul alas ki duniya me bas ghanghor andhera hai
Hasne valo ko hasne de ye bachpan se hi saste the
Nashe kisi aur ke inhe bas do kash dede

Dedo inhe free ka mujhe free ka na khaana
Koi puche jo naam diljabi tum batana
Hai bas kaam ka deewana na haraam se kamana
Ab naam ho raha hai kabhi tha anjaana

Everybody wanna know my name
Ey diljabi diljabi
Everybody wanna know my name
Ey diljabi

Vo aae the kharidne main bika hi nahi mere baad mere jaisa piece bana hi nahi

Tere dost ka hai gaana ab roz hai bajaana
Koi puche jo naam diljabi tum batana
Hai bas kaam ka deewana na haram se kamana
Ab naam ho raha hai kabhi tha anjaana

Kaam karke dikhana inhe door se jalana
Bas apni jeeni hai na kisiko sikhana
Bhai choti si baat zara gaur farmana
Ab naam ho raha hai kabhi tha anjaana



Credits
Writer(s): Kritik Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link