Kyun Bhagti Zindagi

Kyun Bhagti Zindagi
Pukaro magar rukti nahi

Kya waqt tham jaye
Ye pal ruk jaye
Zindagi mein jo bhi chahay
Wo sab kuch mil jaye

Jisse jana wo jaye
Magar tu reh jaye

Din dekhe sabhi
Kyun sukoon tha kabhi kabhi

Teri un baton mein
Un jaagti raaton mein
Zindagi mein jo bhi chaha
Wo sab kuch mil gaya tha

Jisse jana wo jaye
Magar tu reh jaye

Kahin shaam dhalay
Ban k nishaan subha ka
Gham ki hawa
Banti khushiyon ka bahana

Girna hi to
Likhta urne ka fasana
Aa chal chalein
Jahan ho bas tera zamana

Kahin shaam dhalay
Ban k nishan subha ka

Kahin shaam dhalay
Ban k nishan subha ka
Gham ki hawa
Banti khushiyon ka bahana



Credits
Writer(s): Mustafa Ahmad
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link