Main Kho Gaya (feat. Abhishek Jhawar)

Aayi hai kaisi ye dagar
Main kho gaya haan... main kho gaya
Hua hai mujhpe kaisa ye asar
Main kho gaya haan... main kho gaya
Jaane kaisi dagar kya hua kya khabar
Jaane kaisi dagar kya hua kya khabar
Jise main dhundta tha darbadar
Main kho gaya haan... main kho gaya

Dhunda jis gali mein uska thikana
Dhundla sa lage har makaan
Choopke hai wo baitha jaane kahan wo
Dhundu main usika nishaan
Na usne mujhko dekha na use hai pata
Kya hai meri halat main kahaan

Hua hai mujhpe kaisa ye asar
Main kho gaya... main kho gaya
Jaane kaisi dagar kya hua kya khabar
Jaane kaisi dagar kya hua kya khabar
Jise main dhundta tha darbadar
Main kho gaya... main kho gaya



Credits
Writer(s): Abhishek Ganguly
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link