Roshni
Pakde raah ek hi, bin kahe kuch chal raha,
Na saath uske log the,pr saath uske tha khuda
Pakde raah ek hi,bin kuch kahe vo chal raha
Na saath dharti thi na 7 uske aasmaan
Karke sab kuch, khud ke bal pe,
Darta khudse, khush hai ladke,
Krta mann ki, banke sakt yeh
Koi taane na asar de
Sb basad hai na hustle yeh,
Mann vifal tha,ab safal yeh,
Ab suffer na ho safar se,
Ab sifar bhi bhar chuke
Khayaalo se,
Jo kaagzo, utare banke neev
ZINDAGI ki
Roshni jale misaal jaise jeev
Kyu vo roye chhup ke, chup rahe jhuk ke,
Sbki sunke, khud vilopt
Gupt rakhe, khwaab apne,
Mitt rahe saare sapne,
Ladd pada vo haq pe apne,
Kose duniya kahe ke shabd yeh,
Sb ke jaise jee tu banke,
Sab ke jaise chal dhang se,
Sb ke jaise,jaise taise kaat zindagi,
Marte waqt BOL khudse
Inta kaafi tha nahi
Pakde raah ek hi, bin kahe kuch chal raha,
Na saath uske log the,pr saath uske tha khuda
Pakde raah ek hi,bin kuch kahe vo chal raha
Na saath dharti thi na 7 uske aasmaan
Tham gye kadam the, foote mann me ghum yeh,
Krna aage kuch toh,khudSe badhna ab Ghisad ke,
Chaaro kone band the,khudpe par na shak hai,
Vo shok ki baate karre na khaali waqt hai
Uspe chala na mud ke dekha kitne saath,saathi the,
Na ho paya kisika toh kya, rakhde mann betabi pe?
Na haavi hai kuch sir pe uske, sb toh uski sazishe,
Aur kaafi hai vo kagaz aur kalam, khatam toh aa bhi le...
Na hai kahi narazagi,na ranjishe, na Saadgi
Na hai kisi bharose pe, nAahi kisi pe aas thi
Vo khud ke raaste chala, badha gira,toh khud
Utha
Khada hai uchha sir, shitij talak kabhi na jhuka saka
Kahi kisiko ko yaad na, ki dev tha ya Aadmi,
Bss pathhero ki murti,ya knd se knd pe laazmi,
Kis takt ki vo surat, hai khadi jo neev aaj bhi,
Aur jal rahi vo roshani jo khud me hi misaal thi

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.