Kaise Kahein (feat. Hira Khalid)
Bikhre hain sapne palko ke kinaare
Jhoote dilaase hain jhoote hain sahaare
Duniya farebi hai be matlabi hai
Samjhein jisey hum apna wo ajnabi hai
Taqdeer ki saazishen hain ye saari
Jaane kahan manzilein hain hamari
Hum hain bhi ya nahi hain hum
Milte hain kyun khushiyoun main ghum
Kyun shor main khamosh hain
Sehte rahein kab tak sitaam
Gumnaam say huye raaste
Khud say rahe na raabte
Oh maula dil toota hai aankhein hui hai num
Kaise kahein zinda hen hum
Rishte hain ye naam ke sub yahan
Pooche koi haal e dil aub kahaan
Apne baigaane hogye is qadar
Koi kisi ka hai nahi ab yahan
Mil jaye bikhri si chahat hamein
Kuch to muyasar ho raahat hamein
Nadaan dil main hain kitne weham
Kaise kahein kaise zinda hen hum
Hum hain bhi ya nahi hain hum
Milte hain kyun khushiyoun main ghum
Kyun shor main khamosh hain
Sehte rahein kab tak sitaam
Gumnaam say huye raaste
Khud say rahe na raabte
Oh maula dil toota hai aankhein hui hai num
Kaise kahein zinda hen hum
Jhoote dilaase hain jhoote hain sahaare
Duniya farebi hai be matlabi hai
Samjhein jisey hum apna wo ajnabi hai
Taqdeer ki saazishen hain ye saari
Jaane kahan manzilein hain hamari
Hum hain bhi ya nahi hain hum
Milte hain kyun khushiyoun main ghum
Kyun shor main khamosh hain
Sehte rahein kab tak sitaam
Gumnaam say huye raaste
Khud say rahe na raabte
Oh maula dil toota hai aankhein hui hai num
Kaise kahein zinda hen hum
Rishte hain ye naam ke sub yahan
Pooche koi haal e dil aub kahaan
Apne baigaane hogye is qadar
Koi kisi ka hai nahi ab yahan
Mil jaye bikhri si chahat hamein
Kuch to muyasar ho raahat hamein
Nadaan dil main hain kitne weham
Kaise kahein kaise zinda hen hum
Hum hain bhi ya nahi hain hum
Milte hain kyun khushiyoun main ghum
Kyun shor main khamosh hain
Sehte rahein kab tak sitaam
Gumnaam say huye raaste
Khud say rahe na raabte
Oh maula dil toota hai aankhein hui hai num
Kaise kahein zinda hen hum
Credits
Writer(s): Zeeshan Haider
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.