Is Dil Ki Siyahi Ko
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Lab par mere naatain hon nazron main Madeenah ho
Us waqt mere maula tu mujh ko qaza dena
Dunya ki mahabbat se Sarkar chura dena
Bas apni aqeedat hi is dil main basa dena
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Taibah main shahe waala mit jaaye meri hasti
Turbat meri qadmon main Sarkar bana dena
Pazmurdah tabi'at ko Sarkar khila dena
Darbaar e muqaddas ka deedaar kara dena
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Mahshar ki tamaazat main jab ke hon pareshaan hum
Ya shaah e rusul apni rahmat ki rida dena
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Chalte hi rahen Aqa hum aap ki seerat par
Sunnat se mahabbat ka wo jazba shaha dena
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Kehta hai Mushahid ye Noori ke waseele se
Har daagh mita dena or dil ki dawa dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Lab par mere naatain hon nazron main Madeenah ho
Us waqt mere maula tu mujh ko qaza dena
Dunya ki mahabbat se Sarkar chura dena
Bas apni aqeedat hi is dil main basa dena
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Taibah main shahe waala mit jaaye meri hasti
Turbat meri qadmon main Sarkar bana dena
Pazmurdah tabi'at ko Sarkar khila dena
Darbaar e muqaddas ka deedaar kara dena
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Mahshar ki tamaazat main jab ke hon pareshaan hum
Ya shaah e rusul apni rahmat ki rida dena
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Chalte hi rahen Aqa hum aap ki seerat par
Sunnat se mahabbat ka wo jazba shaha dena
Is dil ki siyaahi ko Sarkar mita dena
Anwaare mahabbat se pur noor bana dena
Kehta hai Mushahid ye Noori ke waseele se
Har daagh mita dena or dil ki dawa dena
Credits
Writer(s): Abid Qadri
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.