Are Kisne Chilman Se Mara
kisne chilman se maara
are kisne chilman se maara
haay kisne chilman se maara
are, nazara mujhe kisne chilman se maara
nazara mujhe kisne chilman se maara
bikhere baal jab wo, bikhere baal jab wo
bikhere baal, jab wo
aasmano par ghata jhume chale jab chale jab, haay
chale jab naasut-e-zaalim
kayamat bhi kadam chume, kayamat bhi kadam chume
ha, pag me paayal dhalke ghughat nayan jhukaye
bin baadal ki daamini, bin baadal ki daamini
chamkat lachkat jaay, chamkat lachkat jaay
chamkat lachkat jaay, chamkat lachkat jaay
phir na dekha haay
phir na dekha, na dekha, na dekha, na dekha
are phir na dekha palatke
dubara mujhe phir na dekha palatke
dubara mujhe kisne chilman se haay
kisne chilman se maara
seene me dil hai, dil me daag
daago me so soz saadah-e-ishq
sine me dil hai
are wah, seene me dil hai dil me daag
daago me so soz saadah-e-ishq
parda wo parda hai dinha
parda nashi ka raaz-e-ishq
parda wo parda
are wah, parda wo parda
wah wah, parda wo parda
are maula, parda wo parda hai dinha
parda nashi ka raaz-e-ishq
jatan milan ka jab karo
naam pata jab ho
ek jhalak bas ek jhalak dikhalayake
kar gayi paagal moy, kar gayi paagal moy
kar gayi paagal moy, kar gayi paagal moy
mere dil, mere dil, mere dil
are mere dil ne tadap kar haay
mere dil ne tadap kar pukara mujhe
mere dil ne tadap kar
mere dil ne tadap kar pukara mujhe
kisne are kisne kisne kisne, kisne kisne kisne
bata de bhaiya kisne chilman se maara
nazara mujhe kisne chilman se maara
nazara mujhe kisne chilman se maara
are kisne chilman se maara
haay kisne chilman se maara
are, nazara mujhe kisne chilman se maara
nazara mujhe kisne chilman se maara
bikhere baal jab wo, bikhere baal jab wo
bikhere baal, jab wo
aasmano par ghata jhume chale jab chale jab, haay
chale jab naasut-e-zaalim
kayamat bhi kadam chume, kayamat bhi kadam chume
ha, pag me paayal dhalke ghughat nayan jhukaye
bin baadal ki daamini, bin baadal ki daamini
chamkat lachkat jaay, chamkat lachkat jaay
chamkat lachkat jaay, chamkat lachkat jaay
phir na dekha haay
phir na dekha, na dekha, na dekha, na dekha
are phir na dekha palatke
dubara mujhe phir na dekha palatke
dubara mujhe kisne chilman se haay
kisne chilman se maara
seene me dil hai, dil me daag
daago me so soz saadah-e-ishq
sine me dil hai
are wah, seene me dil hai dil me daag
daago me so soz saadah-e-ishq
parda wo parda hai dinha
parda nashi ka raaz-e-ishq
parda wo parda
are wah, parda wo parda
wah wah, parda wo parda
are maula, parda wo parda hai dinha
parda nashi ka raaz-e-ishq
jatan milan ka jab karo
naam pata jab ho
ek jhalak bas ek jhalak dikhalayake
kar gayi paagal moy, kar gayi paagal moy
kar gayi paagal moy, kar gayi paagal moy
mere dil, mere dil, mere dil
are mere dil ne tadap kar haay
mere dil ne tadap kar pukara mujhe
mere dil ne tadap kar
mere dil ne tadap kar pukara mujhe
kisne are kisne kisne kisne, kisne kisne kisne
bata de bhaiya kisne chilman se maara
nazara mujhe kisne chilman se maara
nazara mujhe kisne chilman se maara
Credits
Writer(s): Majrooh Sultanpuri, S.d. Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Na Tum Hamen Jano, Pt. 1
- Jo Ijaazat Ho To Ek Baat
- Sheeshe Ka Ho Ya Patthar Ka Dil
- Na Tum Hamen Jano, Pt. 2
- Are Kisne Chilman Se Mara
- Jo Hain Deewane Pyar Ke
- Aaj Ka Din Hai Phika Phika
- Akela Hoon Main Is Duniya Men
- Jo Hai Diwane Pyar Ka
All Album Tracks: Baat Ek Raat Ki (Original Motion Picture Soundtrack) >
Altri album
- Jiska Koi Nahin (LoFi Flip) - Single
- Se Je Ei Desheri Ek Master
- Smaraniyo Krishna Chandra Dey
- Ae Mere Pyare Watan (LoFi) - Single
- Zindagi Kaisi Hai Paheli (Lofi Mix) - Single
- Taqat Watan Ki Hum Se Hai (Jhankar Beats) - Single
- Shree Radha Mohan Shyam Shobhan (Jhankar Beats) - Single
- Abhi to Hath Mein Jaam Hai (Jhankar Beats) - Single
- Rare Gems Of Manna Dey
- Aao Aao Sanwariya (Jhankar Beats) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.