Musafir

Kya hun main ik musafir in kaafiro ki basti main
Kyun beh raha yeh mann mera bin saahilo ki kashti main

Kadmon par galiyan
Rukne par tera ghar
Dhoondti aankhon ko tujhse pheru
Ab kisse mere mukhtasar

Jab mumkin na hi the, gehraiyon ke yeh dar
Na dekha voh mandir aur na kyun dekha yeh mazhar

Tabaah rishtein ab kya
Hi mere dum par
Musafiron se ab tark
Aate jaate tu kam kar

Mushkilo ke paimane ab unche kuch tere
Kyun cheekhein ab khamoshi yeh poochein hain mere

Mushkilo ke paimane ab unche kuch tere
Kyun cheekhein ab khaamoshi yeh poochein hain mere

Kyun bhure in rangon se tu dekhe ab duniya
Na utha ab nazrein jab na chahein tu khushiyan

Khabar haan khabar
Na aayi un jaanon se
Sabar haan sabar
Rakh banaya ab saalo se

Bhula bhatka na main raaho ka basta
Thukraya bhikra ab chhupkar main hasta
Dhundhli manzil kis or jaata yeh rasta
Ab hasi hain kam, aankhon pe aansu hain sajta



Credits
Writer(s): Siddharth Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link