Budget

Banda main broke tabhi aata thoda krodh
Ek hi kapde hain roz jaise school uniform
Kabhi hongein mere shows pareshaani mujhe bhut
College chodha tab thi chodh abh daaraaye lambi road
Kaise karunga kashmaksh ki kashti yeh paar
Roz uthe yeh prashan jo kare pareshaan
Shani sarpe sawar par nah din shaanivaar
Woh laghe mujhe gay kyu lerha meri gd roz
Ek hi chizz mujhe aajkal azeez
Usko jhankhun jab khidhki se, khadke yeh dil
Dhanghse dekhe shakal bina, mujhe chadh rhi feel
Real deal uski chaal jaise jheel
Water bottle liye khichti woh throttle
Activa kare slide aur road kare shovel
Mujhe jach rhi hain woh gyal
Jama garmi hain yo girl
Felcon aarha hain paas nah yeh baatein hain bogus
Scene hain obvious woh jaari hogi gym
Maari thodi scheme jana konsa woh gym
Par gira saara josh aur gya muh utaar
Guess what? Gym saala budget ke bhaar

Kammi kamaayi ki par pyaar mein na budget
Modi si woh aur main laghun andh bhagat
Chahat yeh sapaat banna rhun tera kavach kyuki
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na... haan
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na budget
Modi si woh aur main laghun andh bhagat
Chahat yeh sapaat banna rhun tera kavach kyuki
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na pyaar mein na

Aahan par kaisi pyaar mein yeh rok?
Uthe afsoos khudko koosta woh roz
Bhara padha rang rosh
Nava dost mera "dosh"
Jara khudko tha nochne par diya usne rok khehti
Vishvasi pyaas rakh khali seat sath chal
Bhaga Bhaga takhta tu bheki si na baat kar
Thodi sans bhar aa safar mere sath kar
Samaya bhavr jo usse sabar se hi shaant kar
I like it closely toh banrha kyu tu mogli
Koshne waali teri baatein laghti dogli
Boli kholi ussne baatein meri khokhli
Samajhe Sab woh saaf samajahdaar bhi hain bholi babe
Aap meri legacy tamam kaafi waisi si
Abhaas yeh pyaar ka tyoohaar laghe clamity
Sehma sab jo mili mujhe sehmati
Felcon dega sirf aap ko hi pregnancy
Uthi jaag mere khwaab ka woh parda faash
Jeerha hun jeevan jaise ho koi pashyataap
Wohi baaitha shani leke apna nangha naag
Ghure ankhomein khata shuru kar nangha naach
Aah. toh karun hustle bharpoor
Ussi ka kasoor jo bhi uthta fitoor
Mujhe pura hain goorur hogi paas woh jo dhuur
Lega urdu mein kabool, hindi ka Shashi Tharoor

Kammi kamaayi ki par pyaar mein na budget
Modi si woh aur main laghun andh bhagat
Chahat yeh sapaat banna rhun tera kavach kyuki
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na... haan
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na budget
Modi si woh aur main laghun andh bhagat
Chahat yeh sapaat banna rhun tera kavach kyuki
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na pyaar mein na
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na budget
Modi si woh aur main laghun andh bhagat
Chahat yeh sapaat banna rhun tera kavach kyuki
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na... haan
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na budget
Modi si woh aur main laghun andh bhagat
Chahat yeh sapaat banna rhun tera kavach kyuki
Kammi kamaayi ki par pyaar mein na pyaar mein na

Credits
Writer(s): Ritik Bangar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link